safar SMS Messages225 messages

Main K Phir Dasht-E-Rafaqat Ka safar Kar Aaya
Kia Kahoon Kaisi Aziyat Say Guzar Aaya!!
Ye jo sakht raston pe bhi aasan safar lgta hai…
Ye mjh ko MAA ki duaaon ka asar lgta hai…
Aek muddat hui meri MAA nai soyi Tabish…
Mein ne ik baar kaha tha k mjhe darr lgta hai…
q rkhte ho mera itna khyl k
ab hr lmha udas rhne ko ji krta hy

q mante ho hr ek bt ko meri k ab
tm ko tmse hi mangne ko ji krta hy

tm jo chalo sth to koi shikwa ni zindgi se
k ab to kanton pe b chalne ko ji krta hy

dr hy k is safar mei tnha na reh jaun
k ab umar bhar tera sth nibhane ko ji krta hy
is raat ki tanhaiyo k
sb rang badal gye hain,
chand nikla hai waise hi
andhere badal gye hain,
jin k bharosey thi khushiyan
vo loog badal gye hain,
manzelein tu ab bhi vohi hai
kuch rasety badal gye hain,
jis pey kya tha bharosa hum ne
vo dost bichar gya hai,
dekhey thay jo kbhi hum ne
vo khwab badal gye hain,
jo baney thay kabhi humsafar
aj wo he mukar gye hain,
is totey hoye dil k sarey
jazbat badl gye hain,
na badley kabhi HUm
na badley kabhi humhare khyalat
BUS
rona hai yahi
KUCH LOOG BADAL GYE HAIn
Kata Hai Haj Kaa’abe Ka safar Bhi
Surror-O-Kaif Ke Saagher Luundhaate

Yaheen Gaari Mai Huuqqa Mil Gaya Tha
Karachi Tak Gaye Hain Kash Lagaate
Ulfat Me Kabhi Yeh Haal Hota Hai
Aankhe Hasti Hain Aur Dil Rota Hai
Maante Hain Jinhe Hum Manjil Apni
Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai!
Terey Chehrey K Naqoosh Aisey Hain
Aankh Uthata Hoon! Bhatak Jata Hon
Teri Aankhon Se Terey Honton Tak
safar Itna Hai Keh Thak Jata Hoon
Pathn Mayyat k sth bus me ja rha tha to Logo ne usko bohot mara?

Q??

Q.K

Pathn Nay Awaz Lagadi O koocha

SHELA KI JAWNI Lagado.safar Acha guzry ga

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho
Zindgi Inhi Namo Me Se Ek He.

A
Aitbar

B
Bharosa

C
Chaht

D
Dosti

E
Enayat

F
Fesla

G
Gham

H
Hamsafar

I
Intizar

J
Justuju

K
Khayal

L
Lamha

M
Mohabot

N
Narazgi

O
Omed

P
Pyar

Q
Qismat

R
Rishty

S
Samjota

T
Tamana

U
Udasi

V
Virasat
W
Wada

X
Xcuses

Y
Yaden

Z
Zindagi

Kesi Lagi Zindgi
Hamari Dosti Aysi ho

k Tum

Har Raah

Har Nagar

Har safar

Main milo

.
.
.
.
.
Agar mai mar bhi jaoon tu....

Aglay he Din Barabar wali Qabar mai millo
ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga. doston se pyar kabhi kum na hoga, door reh kar b agar ate rahe SMS ap k, humain kabhi bicharne ka gham na hoga