is raat ki tanhaiyo k sb rang badal gye hain, chand nikla hai waise hi andhere badal gye hain, jin k bharosey thi khushiyan vo loog badal gye hain, manzelein tu ab bhi vohi hai kuch rasety badal gye hain, jis pey kya tha bharosa hum ne vo dost bichar gya hai, dekhey thay jo kbhi hum ne vo khwab badal gye hain, jo baney thay kabhi humsafar aj wo he mukar gye hain, is totey hoye dil k sarey jazbat badl gye hain, na badley kabhi HUm na badley kabhi humhare khyalat BUS rona hai yahi KUCH LOOG BADAL GYE HAIn
pyar aur dosti me itna fark paya hai,
pyar ne sahara aur dost ne saath nibhaya hai,
kis rishtey ko gehra kahu,
EK ne jindagi di hai to DUSRE ne jina sikhaya hai.
The reality of the other person lies not in what he reveals to you but in what he cannot reveal to you. Therefore, if you would understand him, listen not to what he says but rather to what he does not say.
Karo karam ya sitam gila hum nahi karte,
pathro pe yakinan phul khila nahi karte,
mita do humko dil se magar ye khyal rahe,
hum jaise yaar jaldi mila nahi karte.
In your darkest hour
when u r fedup and blue
just remember this
i''ll always be there 4 u
i m no angel and can''t change fate
but i''ll do anything coz your my MaTe. . .