Jaha raha hai mera SMS, na jane kya gul khilayega?
pyar se padha jayega ya bina dekhe delete ho jayega,
agar delete na hoga to ek reply jarur aayega...
yakin pe yakin dilate hain dost...
rah chalte ko bewkuf banate hain dost....
sharbat bool ker daru pilate hain dost.....
par kuch bhi kaho saalay....yaad aate hain dost......