Kyun yaad tum itna aate ho…?
Kyun hum ko tum tarpaate ho…?
Gum
sum gum
sum hain aaj
sahar
se hum…
Kyun itna hamain
sataate ho…?
Aadi hogaye hain u
s sitam ke hum…
Jo aadatan humpe dhaate ho.
Tumhain khayaalon
se gar nikaal bhi dain…
To khwaabon main aa jaate ho.
Hum lab
se nahin karte izhaar-e-mohabb at…
Tum aankhain hii nahin parh paate ho………..