Dil ki ba
sti mein karbala barpa
La
shay yadon k khaak mein ghiltan
Kheima-e-Fiqr zad pe
shoalon ki
Harf
sajda kunan hain honton per
Har taraf al-ata
sh ki awazein
Maan nezon pay hain tarazu huey
Dharkno k galu pay khanjar hai
Khab k
sar
say chin chuki hai rida
Bain uthtay hain dil ki nagri
say
Pyar ki alqama pay pehray hain
Zee
st ko daan abla pai
Da
st-e-Qatil mein zulf
subha ki
A
shk arzan huey hain palkon pay
Phir Muharram kaa chand nikla hai..