Nighahen raa
sta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota guzara lot aao na,
bichar k yar tujh
se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena gawara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bu
s teri mohabat ka
sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
siwa terey nahi koi hamara lot aao na.