kabhi chanda ki nagri
say koi pegham aye to
kabhi taroon ka honton per ki
si ka naam aye to
kabhi tareek
shab main koi jugno jagmagata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab
saan
s say uthta dhuan meh
soo
s hota ho
ajab
si aanch pe haar karuan meh
soo
s hota ho
to u
ss ki pyar ki bari
sh main tan man bheg jata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi raaton ko uth uth kar bohat bechain hoti hoon
agar jo letna chahon to ba
s takiye bhigoti hoon
koi ruthi hui
shab neend ki pariyan bulata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab titliyon k pankh bhi be rang ho jayen
meri
saari baharain bhi khizan k
sang ho jayen
tabhi ek aa
s ka panchi dar e dil khatkatata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........