Ab kiya likhein hum kagaz par
Ab likhne ko kya baqi hai
Ek dil tha
so wo toot gaya
Ab lutne ko kya baqi hai
Ek
shak
s ko hum ne chaha tha
Ek rait pe naq
sh banaya tha
In rait k zaron ko hum ne
Phir apne dil mein
sajaya tha
Or rait to kab ki bikhar gae
Who naq
sh kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay
lafzon ka baan kar taj mahal kagaz par
sajaya kartay they
Wo hum ko akela chor giya
sab ri
shton
se mouh mor giya
Ab ri
shtay
sare
sonay hain
Who pyar kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai