Magar yeh ho na
saka aur ab yeh alam hai
K tu nahi tera ghum teri ju
staju bhi nahi
Guzar rahi hai kuch e
s tarah
say zindagi jai
say
Zamanay bhar k dukhon ko laga chukka hoon galay
Guzar raha hoon kuch anjani rahgawaron
say
Muhayab
saye meri
simat bhartay atay hain
Hayat-o-maut k par hol kharzaron
say
Na koi jada manzil na ro
shni ka charag
Bhatak rahi hai khalaon mein zindagi meri
Enheen khalaon mein reh jaoo ga kabhi kho kar
Mein janta hoon meri ham-nafa
s magar youn hee
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai