tujh say woh kuch paya
jo kuch main nay chaha
sukh kay pal
chahat ki gharyan
etebar kay rutbay
hum sa maghrur kiya tou nay kabhi dekha hai ?
logun nay tou jhooti nabuwat ka dawah kiya
Hum sa khuda !!!!
khudai ka dawa kerta hae
dekh jannah !
teri muhabbat main
hum kitnay maghrur howay
Ab Nigahon Mein
Na Khuwaish Hai
Na Hasrat Hai
Na Malal
Ab Yahan Lub Py
Kahan Hurf-E-sawal Aata Hai
Hum Ny Apny Dil Ko Bohat Dair sanbhala
Dil Hai Pathar Toh Nahee
Is Mein Toh Baal Aata Hai
Ab Humey Kis Ki Muhabbat Ka Yakeen Aaye Ga
Un Ki Beyzar Nigahoon Ka Khayal Aata Hai..!
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
Baharain phool barsati hain KHUsHI ke mosam me
Khushboo phelati hy chaman me is mosam me
sanam miltay hain prem hota hy ummang se
Yeh basant ki bahar hy dil per is mosam me