Kuch i
s tarha
se u
say piyar krna parta hai...
K Apney piyar
se inkaar karna parta hai...
Kabi kabi to wo itne qareeb hote hai,
K apne aap ko dewaar karna prta hai...
Khuda ne u
sko ataa ki hai wo Ma
seeha''ee,
K khud ko jaan ka bimaar karna prta hai...
Wafa ki raah mein du
shwaarya''n to aati hain,
Wafa ki raah ko humwaar karna prta hai...
Wo haath rakh k mere dil pe jab puchte hai,
To mujh ko dard
se inkaar krna prta hai