Ye dunya hai yahan pey ye tama
sha ho bhi
sakta hai,
Abhi jo ghum hamara hai tumhara ho bhi
sakta hai
.
na ye
samjho k tum hi aakhri meri muhabbat ho,
muhabbat jurm hai hum
sey dobara ho bhi
sakta hai
.
samandar
sey jo ni
sbat dy rahey hain meri chahat ko,
wo itna zehan main rakhain kinara ho bhi
sakta hai
.
tera milna,bichar jana,bichar k pher
sey mil jana,
hame
sha ki judai ka i
shara ho bhi
sakta hai
.
tum apney aap ko hargiz koi ilzam mat dena,
ye
souda hai muhabbat ka kha
sara ho bhi
sakta hai