phool SMS Messages388 messages

Imaam hussaiN ki shaan Main.!!

Khoon se chirag deen ka jalaya Hussain ne

Rsm-e-wafa ko khoob nibhaya Hussain ne

Khud ko to ek boond b pani na mil saka

Karb o Bala ko khoon pilya Hussain ne

Aise Nmaz kon prhay ga jahan me

Sjdah kia to sar na uthya Husain ne

Sb kuch Khuda ki rah m qurban kr dia

Asghr sa phool b na bachya Husain ne........!
Khobsurat phoolon ki tasveer saja rakhi thi Beech mien eik ladki ki tasveer laga rakhi thi Mujhe pata tha woh ladki nikle gi bewafa Isss liyeh mien ne eik aur ladki phasaa rakhi thi.
Jab ap pAidA huEy tAb, aAkAsh sE phool bArsE,
PariyOn nE jAshAn kiA,
GhEe k diyE jaLayE,
Aur bole
CHALO CHUTKARA TO MILA,
AB DUNYA WAALE BHUGTAINGE... ;->
Adhuray hain!

Baadal
Bin Barish

Chaand
Bin Chandni

Suraj
Bin Roshni

phool
Bin Khushbu

Dil
Bin Dharkan

Shama
Bin Parwana

Or

Or

Tum Bin
Zoo Ki Ronaq... :P
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" vo aaj "LUX" se nahaya hai
Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->
Farq sirf itna sa hai, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,
Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,
WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa hai usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya........
Samandar nay kaha
Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai

Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai

Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...

Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai

Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai

Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah h
Bagon mein phool khilte rehenge...
Raat mein diye jalte rehenge
dua hai khuda se...
Aap khush rehein hamesha,baki,
hum to hamesha...
tang karte rahenge...
Mitti ki anokhi murat ho tum,
Zindagi ki ek zarurat ho tum,
phool to khubsurat hote hai,
phoolo se bhi khubsurat ho tum
Teri baaten hi sunane aaye
Dost bhi dil hi dukhane aaye
phool khilte hai to hum sochte hai
Tere aane ke zamane aaye
Ab to rone se bhi dil dukhta hai
Shayad ab hosh thikane aaye
Wabasta hain suraj se kirne.
Chand se sitare.
Sahil se sumander.
Dareya se kinare.
phool se khushbo.
Mazi se yadeen.
Khushi se gham.
OR
Ap se hum..