naza SMS Messages489 messages

Barson Ke Baad Hoti Hai Mulaqat
Phir Bhi Rehti Hai Dil Me Dil Ki Baat
Nazron Se Karna Padta Hai Pyaar
Par nazar Milane Ke Liye Bhi Karna Padta Hai Intezaar
Ab Kahuf Nahi Koi Mjhe Rah-e-Guzar Se
Main Duur Nikal Aaya Hoon Us Kanch K Nagar Se
Ye Log B Ache Hyn Makan B Bht Ache
Bas Main Hon Bezaar Un Achon K Nagar Se
Ek Mor Pe Hum Ajnabi Ban K Milenge
Ye Baat Tou maloom Thi aaghazz-e-Safar Se
Jesa Bhi Hoon Acha Hoon ya Bura Apne Liye Hon
Main Khud Ko Nahi Dekhta Auro''n Ki nazar Se
Kisi Din Lena Humari Khabar,

Kya Beet Rahi He Apke Bagair,

Chalte Hue Raho Me Rakna nazar,

Kahi Apke Kadmo Me Na Ho Humari KABAR
Tum Ko Hum Dil Mein Basa Lein Ge Tum Aao To Sahi
Saari Duniya Sey Chupa Lein Gey,Tum Aao To Sahi
Ekk Waada Karo, Ab Hum Sey Na Bichrro Gey Kabhi
Naaz Hum Saarey Uttha Lein Gey Tum Aao To Sahi
Ikhtelafaat Bhi Mitt Jaayein Gey Rafta-Rafta
Jiss Tarha Hoga Nibha Lein Gey, Tum Aao To Sahi
Youn To Har Simt, nazar Utth-ti Hai Tareeki Hai
Pyar Ke Deep Jala Lein Gey, Tum Aao To Sahi
Dil Ke Veeraano Sey Ghabra Ke Na Moonh Ko Morro
Bazm Ye Phir Sey Saja Lein Gey.Tum Aao To Sahi.~!
Woh nazar aya Chand Eid KaAur Tumhari Yaad Bhi Ayi HaiHum Tu Aye Bewafa Tere LiyeJhote Hi Mehendi Lagayi Hai--Eid Mubarak Hu Tumhe Is TarahHum Ne Chaha Tha Tumhe Jis Tarah..
Dil bohot udas hay
Woh baarguzre waqt
Ka nazar k aas paas hay

Wohi hawaa wohi fazaa
Jo tu naheen to kiya maza
Khile to hain chaman magar
Na rang hay na baat hay
Dil bohot udas hay

Kahan falaaa kahan zameen
Mileen ge hum yaqeen naheen
Yeh pyaar ki hay intaha k
Phir bhi teri aas hay
Dil bohot udas hay

nazar nazar hikayaten
Nawazishen inayateen
Bohot hay yeh mere liye k
Tu wafa shanaas hay
Dil bohot udas hay
Hum ne dekha tha faqat Shauq-e-nazar ki khatir...

Ye na Socha tha ka tum dil mein utar jao gay..
Aansu aankhon se girnay ka takaza na karo,
Ru''Ba''Ru un k mujhe itna bhi ruswa na karo,
Zakhm sehnay ki sakat bhi nahi ab to dil mei,
Dard barhta hai mujhe pyar se dekha na karo,

Charah sazo ye mera dard nahi qismat hai,
Jhuti taskeen se mere gham ka madawa na karo,

Pyar to de na sakay yadain hi dete jao,
Chornay wale mujhe itna bhi tanha na karo,

nazah k waqt "SaaMer" to na lo naam unka,
Aakhri waqt mei to pyar ko ruswa na karo.
Dosti Ko Dolat Ki nazar Se Na Dekh Ae Ghalib ...

Ahl-e-Wafa Aksar Ghareeb Hua Kerte Hain ...
Husool-a-Deed se mashroot kb hai Jazba-a-Dil,

Mujhay to Pyar Teray Naam pr b aata hai,

Main Hijr-o-Wasl ki Haad se Guzar Gaya Shayed,

Tu Samnay B nahi or nazar B aata hai..
Mere Wajud Mein Wafa Ki Roshni Utaar De Phir Itna Pyar De K Mjhko Chahton Mein Maar De Bohat Udas Tha, So Uth K Tere Pas Aa Gaya Kuch Aisi Baat Kr Jo Dil Ko Chain De Qraar De Suna Hai Teri Ik nazar Sanwa rti Hai Zindgi Jo Ho Skey To Aaj Meri Zindgi Sanwar De
A Mahtaab Tu Kbi Jo Mera Chand Dekh Le
Qasam KHUDA Ki Apni Jan Tu Bhi Us Pr Waar De Mera Asaasa-E-Hayat Chin Gaya Hai Doston Do Chaar Din Ki Zindgi Koi Mujhe Udhaar De...
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga
Khuvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga
Aik nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey
Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi