naza SMS Messages489 messages

Jhuki nazaro''n Se Iqraar Mat Kerna

nazar Utha K Inkaar Mat Kerna

Khud Raat Bhar Taraste Ho kisi Ki Yaad main

Aur Hum Se Lehte Ho Pyar mat kerna
Wo Naam Tha Badal Gaya
Mein Sham Tha Dhal Gaya
WO nazar Tha JhuK Gaya
MeiN tehreer Tha Mit Gaya
WO Shama Tha Pigal Gaya
Mein Perwana Tha Jal Gaya
Wo Ashk Tha Beh Gaya
Mein Dard Tha Seh Gaya
WO Chand Tha Chuup Gaya
Mein Badal Tha Baras Gaya
WO Tofan Tha Guzar Gaya
Mein Gulshan Tha Bikher Gaya
Armanoo Ki Barat To Kai Baar Sajai Hai Dil Me,,
Kisi Ko Lage Wo Janaza, To Baat Aur Hai,,

Dil Lagake Dard Kaun Baana Chahta Hai, Ae Dost,,
Par Dil Milae Bina Gar Chahat Mile, To Baat Aur Hai..
Tamam Raat Diye Pani Mein Jalati Rahi
WO Yaad Aata Raha Mein Usey Bhulati Rahi
WO Meri nazam Ka KOi Udas Misra Tha
Mein Jisko Wehsat-E-Sehra Mein Gungunati Rahi
Nahi Pehle Koi Tha Tujhse Pehle Na Baad Mein Aaya
Ye Zindagi To Mujhe Younhi Aazmati Rahi
Woh Ek Hi nazar Ki Junbash Sey Sub Dil Ki Bastti Loot Gia
Woh Jis Sey Ankhiay Char Hoin Aur Hath Sey Saghar Choot Gia

Dil Us Ka Bhi Hey Aur Mera Bhi Farq Sirf Itna Hai Sahar
Woh Pathar Tha Jo Dabit Raha Aur Yeh Shesha Tha Jo Toot Gia
Har Subah Hone Se Pehle Tera Chera nazar Ayee
Hum Sari Sari Raat Tera Karte Rahain Dedar

Meri Ankhon Main Tum Rahoo Meri Sansoon Main Tum Rahoo
Aur Koi Batt Kare Mujh Se To Meri Batoon Main Tum Rahoo

Tujh Ko Ik Pal Bhi Idhar Se Udhar Hone Na Dengey Hum
Meri Ankhoon Main Bus Jaoo K Aur Koi Chera nazar Na Ayee

Pholon Se Pheley Hum Dekhte Hain Jo Kantain
Hum Samjhtey Hain Terey Anaye Se Peheley Tere Phere Dar nazar Ayee
Kal Raat Ik Mahfil Hoe
Mahfil Main Ik Baat Hoe

Ik Chand Mujhay nazar Aaya
Bas Ankhon Say Molaqat Hoe

Es Chand Ki Naram Nigahon Say
Es Dil Ki Har Ik Baat Hoe

Es Chand Ki Ghani Zulfon Main
Kab Sham Hoe Kab Raat Hoe

Bas Yeahe Ik Baat Hoe
Ik Naey Pyar Ki Shurwat Hoe

Kal Raat Ik Mahfil Hoe
Mahfil Main Ik Baat Hoe
Nazro Ko nazaaro Ki Kami Nhi Hoti,

Fulo Ko Baharo Ki Kami nhi Hoti.

Fir Q Hme Yaad Karoge Aap,

Aap To Aasman Ho,

Or Asman Ko to Sitaro Ki Kami Nhi Hoti.
Nazro Ko nazaaro Ki Kami Nhi Hoti,

Fulo Ko Baharo Ki Kami nhi Hoti.

Fir Q Hme Yaad Karoge Aap,

Aap To Aasman Ho,

Or Asman Ko to Sitaro Ki Kami Nhi Hoti.
nazar se door hota ja raha hai
k woh majboor hota ja raha hai

ussey hum sey taghafal ka gilla hai
jo khud maghroor hota ja raha hai
"Khud ko khud ki khabar na lage,

koi achha b is kadar na lage,

aap ko dekha hai bas us nazar se,

jis nazar se aap ko nazar na lage
Jo nazaro se dur magar dil k pas ho,

Apne liye khas ho,

Sukh-dukh me jiska sath ho,

Dil jiska saaf ho,

Jaise ki hamare liye "AAP" ho.