meri SMS Messages1831 messages

.Request hai Tum sE

Reféus màt karnà,



Friendship Ke Bulb Ko fuse màt Kàrnà,





Hum DosT hain Tumharay,



Loose mat karna,



meri jagah kisi ko CHOOSE mat Karna.
meri hAr zaroorat mere dost jaise hAy,


Mere Dil main bani moorat Mere Dost jaise hAy,

Mat kaho mera dost CHAND jaisa hAy,

youn kaho CHAND ki surat mere Dost jaise he.
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!"
Apno ny lota gero main kahan dum tha;;;
meri kashti wahan dobi jahan pani kum tha;;;
maine kabhi apni nahi doosron ki khoshi chahi,

par hamesha doosron ki nafrat hi payi,

aaj tak kisine humse dosti nahi ki,

par aaj is duniya ke logon ne meri zindagi hi badal di,

is duniya ne bhale hi diye ho hume hazar gham,

par tumhari dosti se mit gaye sare gham
meri Kisi Khata Per Kabhi Naraz Na Hona,
Apni Pyari Si Muskan Kabhi Na Khonna,
Skoon Milta Hai Sun Kar App Ki Hansi Ko,
Hanste Rehna Zindagi Main Kabhi Uddas Na Hona..
Humne jo chaha taqdir se paya,

Taqdir ne hamein Aap se Milaya,

Khush naseeb thy hum ya woh pal tha haseen,

K Aap jesa dost meri zindgi mein Aya.
Aisi Kia Dua Doon Tum Ko , Jo Tumhari Labon Pe hansi k Phool Khila day..
Bass Yehi Dua Hai meri , Sitaron Si Roshni Khuda Tumhari Taqdeer bana De ...

( AMEEN )
Dua ki $urat Mein $ab ki Khatir
Jo meray Honton say Lafz Niklay

Jo meri Ankhon $ay Ashk Niklay
Unhi k badlay mein ay "ALLAH"


Jub bhe $ab ka Naseeb likhna
Urooj Likhna
Kamal Likhna
Kabhi na Harf-e-Zawal Likhna


Khu$hian Likhna or sabki member$ ki Umr-e-Draz Likhna
Bhige mausam ki khushbu hawao meho,

Apki dostika ehsaas in fizao meho,

Yuhi sada rahe apke Hotope Muskurahat,

Itna asar meri duao meho
7 Saal Pehlay meri Girl Friend K Saray Bhai Kam Per Jatay Thay , Aj Saale Ghar Me Bethay Hain Aur Date Marna Mission Impossible Ho Gya Ha ..

JEENAY Do MUSHARAF
7 Sal Pehle meri Girl Frnd K Sare Bhai Ghar Main Rehte Thai

Aur Us K Sath Date Marna Muskil Hota Tha
Ab Sab Bhai Atta K Liye Line Main Kahrey Rehtey Hain

Ab Maze Hi Maze ....

Geo Musharaf