meri SMS Messages1831 messages

Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai, Jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho meri Maut Ki Wajah. Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye
Ro Rahi Hai
tum ko bhul jain bhi tu kaise.
tum ko satain bhi tu kaise.
tum tu wo khushbo ho jo meri sanson main basti hai.
khud ki sansoon ko tarpain bhi tu kaise.
Pyar ko chod kar tum koi aur baatkaro
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai
meri khatir na woh badnam kahin ho jaye
Esliye unki har mulaqat se dar lagta hai
zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Kisi ne bhee apni kismat nahi dekhi...

Aur kismat ne shayad meri himmat nahi dekhi..

Jo kehte hai ki duriyo se pyar kam hota hai..

Usne shayad meri mohabbat nahi dekhi...
Woh bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nadaan hain doston apna haath jala legi...!!
Hanskar woh gamm ki saza dete hain,
zeher main thoda sa pyar mila dete hain,
jab bhi naam aata hain unke diwano ka,
log meri taraf ungliyan utha dete hain......!!!
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi,Kafan me lipti meri laash hogi...
Ae dafna ke janewalon unse keh do,Qabar me bhi unki tasvir mere saath
hogi....
Agar kush hai woh dekh kar ansu meri ankhon me,

to khuda ki kasam hum muskurana hi chod denge.

Tadapte rahenge use dekhne ko

magar uski taraf palke uthana hi chod denge.

Wo manjil hi kya meri jo dukh de us ko,

khuda ki kasam us manjil pe hum jana hi chod denge!
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
meri rooh mujh se bichar jane ko hai...
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai...
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha...
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..


Sokoon dil barbaad ho jane ko hai...
Raapte socho ke simat jane ko hai...
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha...
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai...


Qurbato ke nisha mit jane ko hai...
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai...
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke...
meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai...
Dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai
Hum Say Kabhi Zikr Judai Math Karna, Ess Dil Ki Kabhi Ruswai Math Karna,"Tum Jan Ho meri" Bus Etna Samjh Lo, Mery Enn Lafzoo Ko Nailaam Math Karna. IFFI