mehman SMS Messages27 messages

Sheikh Sb k betay ki shadi thi.. sub mehman intizar kr rahe thy k kab sheikh sb khanay ka bolen gey.. Raat k 2 baj gaye to sheikh sb se bhi raha na gaya .. unho ne garamjoshi se kaha.. sub 4,4 ho ker beth jayen..sub mehman khush ho gay k khana khulney wala hy.. phir sheikh sb ne sub k agay Tash pattay rakh diye k khelo
Kanjoos k ghar Mehmaan aaey huay thy:

Kanjoos: Thanda peo ge ya Garam?
mehman: Thanda.

Kanjoos: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi

Kanjoos: Bottle mein peo gay ya glass me?
Mehmaan: Glass me.

Kanjoos: Saada glass ma ya design wala?
Mehmaan: Design wala.

Kanjoos: Lines wala ya flowers wala.
mehman: Flowers wala.

Kanjoos: Gulaab wala ya chambeli wala.
mehman: Chambeli wala.

Kanjoos: Sorry Yaar! Hamaray ghar me aisa glass nahi hay.
Tum raho hum se door to ik kaam kar jana
Kuch pal apne humare naam kar jana

Agar a jaye mout humain tere aane se pehle
To a kar mere janaze ka ehteram kar jana

Na rona isqadar ke takleef ho humain
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan ban jana

Main ek din so jaon ga sada ke liye,
Phir mujhe bewafa keh ke badnaam kar jana

Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna
mehman he ban ke Dua salam kar jana
MEZBAN:Lassi aap peete Nahi, chaey ham Pilate nahi, Roti ka time nahi,Botal ka mosam nai,
Ab btayn kia khidmat karen?
.
.
.
.
mehman:Easy load h kerwa do
Pathan K Ghar Guest Aa Gaye...
Maa Ne Kaha:
Jao Baita Ja K mehmanon K Lie Kuch Ley K Aao

Pathan Bahar Gaya Or....
,
,
,
Rikshaw Le Aya.:-)
Golden Words

ALLAH Ki 4 Rahematian Asi Hai
Jo Insan Se Bardaasht Nai Hoti .

1 – Beti
2 - mehman
3 - Barish
4 - Bemari
Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.

Ab kahan se kama k khilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o samaan.

Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.

Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?

(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops burned out last nite...
Jane kaha tha or kaha aa gaya!
duniya me bankar mehman aa gaye!
Abhi to zindagi ki kitab puri padhi bhi nahi aur jane kitne imtihan aa gaye...
Raat sunti rahi mein sunata raha
Dard ki dastan mein batata raha
Log logon say chahat nibhatay rahay
Ek wo tha mera dil jalata raha
Dhoop chaoon si uski tabiyat rahi
Wo nigahein milata churata raha
Ik mein he piyasa raha ay dost
Log peetay rahay wo pilata raha
Dil k mehman khanay mein ronaq rahi
Ek ajab c paheli hai jiNdgi,
sab k sath fir bhi akeli hai jiNdgi.
Kbhi pyara sa ek armaaN hai jiNdgi,
to kbhi dard se bhara tufaN hai jiNdgi.
Kbhi pholo se bhara ek guldasta hai,
to kbhi kaaNto se bhara ek rasta.
Kbhi bacho c masoom ho jati hai,
to kbhi guNaho ka bhoj baN jati hai.
Koi to bata de mujhe kya hai jiNdgi,
suNa hai chaNd roz ki mehman hai jiNdgi.
JiNdgi ko chor ek diN jaNa prega,
jiNdgi se jitNa pyar tum krlo,
hoti to akhir bewafa hai jiNdgi
Dua ka toota hua harf sard aah mein hai
Teri judayi ka manzar abhi nigah mein hai

Tere badalne ke bawajood tujhko chaha hai
Yeh aitraaf bhi shamil mere gunah mein hai

Azaab dega toh phir mujhko khwab bhi dega
Mein mutmaeen hoon mera dil teri panah mein hai

Jise bahar ke mehman khali chodh gaye
Wo ek makan abhi tak makiin ki chah mein hai

Mein bach bhi jaoon toh tanhayi maar daalegi
Mera qabile ka har fard, Qatl gaah mein hai....
Jana kaha tha or kaha aa gaya!
duniya me bankar mehman aa gaye!
Abhi to zindagi ki kitab thori b nai padhi aur na jane kitne imtihan aa gaye.