maza SMS Messages182 messages

Pathan ka shair:
Na Botal main,Na jaar main.
Na hotel main na Bar main.
Na bike peh, Na car main...
Na Ishq mein, Na pyar mein.

Jo maza hy "NISWAR" mein.
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay,
Parhne ko phir wo QURAN deta hay,

Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko,
Tohfay mein gunahgaron ko RAmazaN deta hai
Humarey Baad Nahi Aaye Ga Usy Chahat Ka Aisa maza “FARAZ”

Wo Logon Sy Khud Kehta Phirey Ga Mujhe Chaho Uski Tarha…!
Why we don’t study whole year, and study at the last momet of EXAM time?
The answer is.
-
-
-
-
-
Sahil ki khamoshiyon mein to koi bhi kashtiyan chala leta hai..
Par Tufan mein kashtiyan chalane ka maza hi kuch aur hai…
ek dost ne apne dost se kha k agar me mar jaon to tum kiya karo gy.to dost ne mazaq me jawab diya k me to bhot khush ho jaon ga agle din os ka dost mar geya or ek lettar us dost ke liye chor geya jis me likha hua tha yar jaan bhi koi cheez thi teri khushi k liye

'Kuch larkian ahista ahista deti hain

kuch larkian jaldi de deti hain

or kuch larkiyon ko baith kar denay mein maza aata hay

or kuch to aisi hain k unhen khara ho kar denay mein maza aata hay.
.
.
her kisi ka JHAROO denay ka andaz mukhtalif hota hay ...
.
.
.
.
Ik vari fer teri soch ko 80 topo ki salami'
Har taraf har jagah beshumar aadmi
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Subah se shaam tak bojh dhota hua
Apni hi laash ka khud mazaar aadmi
Har taraf bhaagte daudhte raaste
Har taraf aadmi ka shikaar aadmi
Roz jeeta hua roz marta hua
Har naye din naya intezar aadmi
Zindagi ka mukkaddar safar dar safar
Aakhri saans tak bekaraar aadmi
sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi
wo kese hota hamara
aisa kabi hva hi nahi
hmne apni hr khushi dusron me bant di
ksi ne hme kya dya
ye kbi socha hi nhi

bato baton m mhbt is qadar brh gyi
use ab bhool jaen kese itna hosla hi nhi
hr ksi ne hume matlab tak pyar kya
koi hamsafar ban kar sath chala hi nhi
hr koi mri chahat ko mazaq smjta rha
dil m he dard ktna koi smja hi nhi
Boy; I love you
tum dunya ki sab sy khobsort larki ho

Girl;acha par tumhary pechy mujh sy bhe khobsort larki khari hy
Boy; mor k pechy dekhta hy par wahan koi ni hota
Girl;agr tum sach mein mujh sy payar karty to tm kabhi pechy na dekhty i hate you
Moral
Moral woral kuch ni bs bachi zara taiz nikli
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
Par msg abhi baqi hy mery 2st
Boy;chalo jese tumhari marzi,magar ab ye diamond ring mai kisko dunga
Girl;lo!! ab mai apne janu se mazak bhi ni kar sakti.
Message Abhi Baqi Hai Mere Dost..
Boy; I love you
tum dunya ki sab sy khobsort larki ho

Girl;acha par tumhary pechy mujh sy bhe khobsort larki khari hy
Boy; mor k pechy dekhta hy par wahan koi ni hota
Girl;agr tum sach mein mujh sy payar karty to tm kabhi pechy na dekhty i hate you
Moral
Moral woral kuch ni bs bachi zara taiz nikli
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
Par msg abhi baqi hy mery 2st
Boy;chalo jese tumhari marzi,magar ab ye diamond ring mai kisko dunga
Girl;lo!! ab mai apne janu se mazak bhi ni kar sakti.
Koi Dikha K Roye,
Koi Chupa K Roye,

Humain Rulanay Walay,
Humain Rula K Roye,

Marna Ka maza To Tab Hai Yaro,
Jab Qatil Bhi Janazay Per Aa Ker Roye,
Tum raho hum se door to ik kaam kar jana
Kuch pal apne humare naam kar jana

Agar a jaye mout humain tere aane se pehle
To a kar mere janaze ka ehteram kar jana

Na rona isqadar ke takleef ho humain
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan ban jana

Main ek din so jaon ga sada ke liye,
Phir mujhe bewafa keh ke badnaam kar jana

Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna
Mehman he ban ke Dua salam kar jana