kitab SMS Messages91 messages

Jise dil ka kalam or mohabbat ki ink kahate hai,jise lamho ki kitab or yaado
ka covar kehate hai,yahe wo subjaet hai jise log friendship kahte hai
Dosti Yaqeen Pe Tiki Hoti Hai,
Yeh Dewaar Bari Muskil Se Khari Hoti Hai,

Kabhi Fursat Milay To Perhna kitab Rishtoo Ki,
Dosti Khoon K Rishton Se Bhi Bari Hoti Hai....
dosti yakin pe tiki hoti hai,
ye diwar badi mushkil se khadi hoti hai,
kabhi fursat mile to padhna kitab risto ki,
dosti khoon ke risto se badi hoti hai
HuSSaiN Parhna , HuSSaiN Likhna
Khuloos-e-Dil ki Roshnaai le kar
Ba Deeda Tar Hussain Likhna
Tum Aisa karna kitab-e-Dil ke
Waraq Waraq Par Hussain liknna

Huroof Khushboo ke Phool Ban kar
Tumhare Seenay Main Khil Uthainge
Tum aisa Karna Ke Apni Aankho''n
Aur Apne Lab Par Hussain liknna

Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde
Adab Se Sajda Karainge Unn ko
Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao''n
Ki Jhaalaro''n Par Hussain liknna

Hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna
Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna
Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO
Tum Uss Ka MehWar Hussain liknna
Allah woh bhi waqt zamaney me laye ga
Dhonday say bhi nishan na batil ka payega
Khamosh is tarhan say jo rahey gi kitab e Haq
Duniya me bolta huwa Quran Ayega
Please FAX ur Picture Urgently.


WaLLet mein Lagane K Liey nahi.


kitab k Front page K Liey


kitab ka Naam hai



QABAR KA AZAB.
Jane kaha tha or kaha aa gaya!
duniya me bankar mehman aa gaye!
Abhi to zindagi ki kitab puri padhi bhi nahi aur jane kitne imtihan aa gaye...
Mujhe Aadat Si HO Giye Hai Subha Sham Likhta Hon
Tumhain Mohsin
Tumhe Dilbar
Tumhe Gulfam Likhta Hon
MeiN Haton Per
kitabon Per
Darakhton Per
Diwaron Per
Mein Jab Likhon
Jahan B Likhon
Sirf?
Sirf Apni Jaan
Yani Apka Naam Likhta Hon
kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
Pa ayeena ke khpal tasweer ogora..
Pa khpal tandi zama taqdeer ogora..
Da khpalo stargo da duniya kitab ke..
Mala zama da khob tabeer ogora..
Da zamany da peghorono na yam..
Mala pa khpal zan ky zameer ogora..
Nan pa menath derna yao swal kawoma..
Mala zama da yar tasveer ogora..
Bohut he mudat k baad kal jub kitab-e-maazi ko main ne khola, bohut se chehrey nazar mein utrey bohut se naamon pe dil piseeja,ik aesa safha bhi uss mein aaya, likha huwa tha jo aansuon se,k jis ka unwan Pyaar tha, ye safha sub se he moutaber tha, kuch or aansu phir uss pe tapkey,phir uss se aagey main parh na paya,kitab-e-mazi ko band kar k ussi ki yaadon mein kho gaya main,agar hum saath hote tu Kesa hota,inhe khayalon mein so gaya main.....!