khana SMS Messages163 messages

Son:papa jab sab shadi kar ke pareshan hai tu shadi kyu kartay hai?
Papa: Beta aqal badam khanay
Se nahi Thokar kha ke aati hai:->
Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath

Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko
Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein

Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko
Mein Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak Jata

Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti
Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata

Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kay Safar Pay Jaati
Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti

Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kayi Baatein Karta
Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta

Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha
Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta

Mein Tere Jism K Aangan Mein khanakta Rehta
Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Mujhe Awaz de dena

Kabhi ice cream lao tu!
Kabhi murghi pakao tu!
Kabhi picnic pa jao tu!

Mujhe Awaz de dena

Wallet ma maal ziada ho!
Jo shopping ka Irada ho!
Kabhi dawat ma jana ho!

Ya kesi ko dinner pa bulana ho

Mujeh awaz de dena

Kabhi kisi se ho larna!!!!
Tu mjhe disturb na karna!

Kesi shaadi ma jana ho!
Jaise hi shuru khana ho!

Mujhe Awaz De Dena


Mujhe Tum Bhool Mat Jana
Sono Tum Bhool Mat Jana!!
MAA tab be roti he jab beta khana nhe khata,
or MAA aaj be roti he jab beta khana nhe deta,
ak MAA se 3 beety paali jaty he,magar 3 beto se ak MAA pali nhe jati,

I LOVE YOU MAMA
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon

Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon

Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon

Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon

Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon

Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon

Tum se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon

Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon

Haq ke saath kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon…
Asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
mar jay to jeny ke dua dati hai dunia

hum kon say momin thay jo ilzam na shaty
pathar ko bagwaan bana dati hai dunia

karo na naaz hatoo ke lakiro pay itna faqiroo
hathoo ke lakiro ko mita dati hai dunia

ya zakham mohbat ka hai dekhana na kese ko yaroo
la k sary bazaar saja dati hai ya dunia

marny k liya karti hai majboor to lakin
jeeny k tarqy sikha dati hai ya dunia
asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Aarzoo jhooth hai,
Aarzoo ka fareb khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe..
Dil kabhi kisi se lagana nahi.

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kahti hai duniya jise,
Ek rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi

Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
Sardar Dharakt pe charha to upar bandar ne pocha : Oper kyo aya?

Sardar: Apple khanay

bandar: Yeh to aam ka darakht hai

Sardar: Pata hai, ais liye Apple sath laya hun
'Katrina:
Me Tuhmare liye sub chor dungi,
Salman:
Ami Abu?
Ktrina:G
Salman:
khana pina
Katrina:G
Salman:
Friends?
Katrina:G
Salman:
"Jo ye msg parh raha hai os"
ko B?

Katrina:
Zuban sambal k bat kar Salman!

Me sb ko chor sakti hun lekin apne bhai ko nhi.
Bhaiya G smile'
Husband biwi se Phone par:

"Kiya pakaya hai aj khanay mein?"

Biwi (ghussay se):
"Zeher"

Husband:
kha kar so jana, mein dair se aonga.
# Bhikari Pathan Sy!
Mujhy Khaany Ko Kuch Mill Sakta Hai.

Pathan: Kal Ki Roti Kha Lo Gy?
bhikari: G Han Bilkul.

Pathan: Acha To Phir Kal Time Se Aa Jana... ;->
Ek pathan or sardar ki khob pitai hue.
Dono birthday party me muft ka khana khaty huay pakray gaye or kehne lagay,
.
.
.
.
.
.
“Hum larki walo ki taraf se hain“