Yai dua Hai mery abh na ho dedaar tera
abh na tery tarap na ho intezar tera
hun tu mein wohee aur wohee piyar mera
par ay jaan-e-man abh nahin etibaar tera
kiyon aagaeen duriyan humaray darmiyan
mein ay humnasheen kiya hai, qasoor mera?
Apni Tanhai ki Palkon ko bhigholon pehle
Phir Ghazal tuj pe likhon Roo lon pehle
Hawaab k Sath kaheen kho na ghaien hon Aankhen
Jab uthon Soo k tu Chehre ko Totoloon pehle
Mere Hawabon ko hai Mosum pe Bharoosa kithna
Baad mein Phool khilein Haar paroloon pehle
Dekhna Hai k Wo muj se Hawfa Rehta hai kab tak Mein ne Socha hai k Iss Baar na Boolon pehle....
Guzray Waqat ko Bhula Dena Bhe Aasaan Nahe Hota
Ghamon ko Hansi Men Chupa Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
Zaruri Nahe ke Poori Ho Har khahish Lekin
Apni khahishon ko Daba Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
Maana ke Tootey Huey Phoolon Say khushboo Nahe Aati
Magar Unhen kitabon Men Sajaa Lena Bhe Asan Nahe Hota