kaash hame bhi
koi samjhane vaala hota to aaj hum nasamajh naa hote
kaash
koi prem
ki pyali pilane waala hota to aaj hum sharaabi naa hote
kaash
koi hum par jaan fida
karne waala hota to aaj hum
kaatil naa hote
kaash
koi hamare saath ghar basane waala hota to aaj hum beghar naa hote
kaash
koi hamare saath doosti
karna wala hotatoo ajj beghar dooost
ka na hota
kaash
kuch hamaree bhi maqsad hote too ajj hmm beghar maqsad
ka na hota shaayad accha hi hua
ke
koi bhi nahi hai nahi to aaj hum shaayar naa hote