PIYAR
kA MAZHAB
"Ai
k hi dherti per
kerte hain , dono rain basera bhi
Neel gagen
kay saiy tale gher tera bhi gher mera bhi
Rang-o-nasl
ka jghra
kaisa,
kumba i
k, qabila i
k
Tere
khun
ka lal hay rang, vaisa hi rang mera bhi
Tera mera mazhab
kaisa, piyar hi sab
ka mazhab hay
I
k khuda hay tera bhi,or tera
khuda hay mera bhi
kon
kisi
ka dost hoa, jab haat main sab
ke
khunjer ho
Bund patari main re
khta hay apna saanp sapera bhi
Diar hoi jab burq, giri thi, abte
k vehshet tari hay
The
k ker soorej, dobe ga, to chaiy ga andhera bhi