An
khoon may
kayi sapnay saja
kar roye bohot hai hum.
dil
ko nayi dunya di
kha
kar
kar roye bohot hai hum.
woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us
kay
khatoon
ko jala
kar
kar roye bohot hai hum.
laut aye to ahin us
ki mehfil say bacha
kar ana apni.
par us
ki bazm say a
kar
kar roye bohot hai hum.
jisay
kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa
ka bhuja
kar
kar roye bohot hai hum.
jin
kay saye mai
ki thin hum nay
kayin batain.
un baghoon mai tanha ja
kar
kar roye bohot hai hum.
kis qadar
khoshi say
kia hum dum
ko ru
khsat hum nay.
magar sab say nazar bacha
kay
kar roye bohot hai hum.