Har aahat ehsas hamara Dilaegi, har hawa qissa hamara sunaegi, Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me, na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi. I miss u, do u?
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
Samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
miss u
barish ki bondoo ko apni hatheli mein samet ker dekho, jitni bondain tum samet paye utna yaad tum hamay kertay ho or jitni bondain gir gaye utna yaad hum tumhain kertay hain