Dil ko aata hai jab

Dil ko aata hai jab
Dil ko aata hai jab bhi khayaal unka,

Tasveer se poochte hain phir haal unka.

Vo kabhi hamse poocha karte the judaai kya hai,

Aaj samajh aaya hai sawaal unka.
  

Jun, 11 2010     167 chars (2 sms)     2510 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

U are TOO far away 4rm me,
that why I have to shout:
I M-I-I-I-I-S-S-S-S Y-O-O-U-U! did u hear that?
Hundred words doesnt give pain

but,a Special Person''s silence

makes more tears in heart.

So,always keep in touch.
In school they taught me that:
1 hour = 60 min.
1 min= 60sec.
but they never told me that:
1 sec. without U = 100 years.
Miss U
Missing You ...

Is Not The Hard Part !!!

But ....

Knowing That

I Once Had You ...

Is What Breaks My
Heart ... !!!
Ever since you ve left i ve
realised that a part of one`s
Life is made of someone
else`s life ,
I MISS THAT PART .
I MISS YOU.
ove is missing someone whenever you''re apart, but somehow feeling warm inside because you''re close in heart.
Raat Ka Andhera Ek Saugat Lata Hai,
Din Ka Ujala Ek Inteqam Lata Hai,
Aap Humare Saath Ho Na Ho,
Hawa Ka Har Jhoka Apki Yado Ka Paigam Lata HaI
ADA unki thi aur DEEWANE hum bane,

WAFA wo NA kar sake aur BEWAFA hum bane.

Yu to HAZAARO the BHEED me,

SHUKRiYA unka jo unki NAZRO ke NiSHANE hum bane.
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
Ek ajab c paheli hai jiNdgi,
sab k sath fir bhi akeli hai jiNdgi.
Kbhi pyara sa ek armaaN hai jiNdgi,
to kbhi dard se bhara tufaN hai jiNdgi.
Kbhi pholo se bhara ek guldasta hai,
to kbhi kaaNto se bhara ek rasta.
Kbhi bacho c masoom ho jati hai,
to kbhi guNaho ka bhoj baN jati hai.
Koi to bata de mujhe kya hai jiNdgi,
suNa hai chaNd roz ki mehmaN hai jiNdgi.
JiNdgi ko chor ek diN jaNa prega,
jiNdgi se jitNa pyar tum krlo,
hoti to akhir bewafa hai jiNdgi
Dil se dil tak,
Jaan se jaan tak,
Din se raat tak,
Kal se aaj tak,
Aap se mujh tak,
January se december tak
Meray SmS publish hone se Tumharay SmS parhnay tak,
I MISS U.
"SHIKWA"
Mere tarapney ka sabab na puch a dost. koi be-reham mere armano ka soda kar ke chala gaya. Hum ne to her sukoon us ki mohabbat mein luta dia. Koi be-dard mujh se aisi jafa karke chala gaya. Mot ke saahil pe hr saans qaza ki muntazir hai. Mohabbat mein aisi koi hum se wafa kar ke chala gaya.