"SHI
kWA"
Mere tarapney
ka sabab na puch a dost.
koi be-reham mere armano
ka soda
kar
ke chala gaya. Hum ne to her su
koon us
ki mohabbat mein luta dia.
koi be-dard mujh se aisi jafa
kar
ke chala gaya. Mot
ke saahil pe hr saans qaza
ki muntazir hai. Mohabbat mein aisi
koi hum se wafa
kar
ke chala gaya.