hi na SMS Messages709 messages

Khushian ho overflow,
masti kabhi na ho low,
dosti ka surur chaya rahe,
dhan aur shorat ki ho bauchar,
aisa aaye aapke liye Edi KA TYOHAR... Eid Mubarak
~SUNO~ Aisa nhi krty "Jb paper aata hi na ho to ink zaya nhi krty"
~SUNO~ Jb nakal ka chance ho
to phir prha nhi krty"

~SUNO jb dost laaik ho apna,
to booti laya nhi krty.

Suno examinr ko galiyaan dete hen,
sir pe charhaya nhi krty.

Suno yahaan ka system ulta hy,
jo gues me hun swal wo aya nhi krty.

Suno ye boht hassaas ghari hoti hy,
dost ko paper me azmaya nhi krty.

~SUNO~ jb paper ata ho,
kisi ko dikhaya nhi krty...
Mein tamam koshisho ke bawjood haar gayi
Woh use mil gaya jisne use maanga hi naahin
Har ek se poocha tera na milne ka subub
Har ek ne kaha woh tere liye bana hi naahin
D say Dil D say Dosti, D say Dard, D say Dillagi, D say Dewangi
lekin D say itna Door bhi na jana k S say sms or C say Call
bhi na kar sako.
Dost Ban Kar Bhi nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.
Muskurana hi Khushi nahin hoti....

Umar bitana hi Zindagi nahin hoti....

Khud ko Mitana parta hai DOSTI main....

kyun ke DOST kehna hi DOSTI nahin hoti
Hamari Dosti Bonanza Jaisi Nahi K SInce 1925

Pepsi Jaisi Bhi nahi K Ye DiL Mange More

Ye To STATE LIFE INSURANCE jaisi Hai

"ZINDAGI K SATH BHI, ZINDAGI K BAAD BHI"
D se Dosti,
D se Dil,
D se Dard,
D se Dillagi,
D se Dewangi
per
D se itna bhi Dur na ho jana ki
S se SMS our C se call bhi na kar sako...
waqt tera gulam hoga,
har pal pe tera hi naam hoga,
jara mudke dekh E mere dost,
har kadam par mera saath hoga.
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,

wo dua kya karu jisme asar hi na ho.

Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,

kya pata agle pal meri umar hi na ho
Pyar se bada koi tohfaa nahi hota
Bewafi se bada koi dhoka nahi hota
Kabhi na thukrana dosto ko
kyoki es se bada koi bharosha nahi hota
Zamzne ki har zannat tumhari hogi..

Ye asma or ye zami tumhari hogi,

Tumhe pata bhi na chalega usse pehle,

Mere hisse ki har khushi tumhari hogi