haider SMS Messages19 messages

Haq Ki Sadaqato''n Ki Nishaani HUSSAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUSSAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu Se Shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo haider-e-Sani HUSSAIN Hy Ki Nishaani HUSSAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUSSAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu Se Shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo haider-e-Sani HUSSAIN Hy
Nazar Gum hai Nazaro Ko Badi Takleef Hoti Hai
Baghair unke nazaro ko Badi Takleef Hoti Hai
Nabi Kehte The ye Aksar Ke Aksar Zikr e haider Se
mere Kuch Jaan Nisaro Ko Badi Takleef Hoti hai
Dour zehnoon se teeragi ker lo
Zikar-e-haider(a.s) se roshani ker lo
Ji rahay ho baghair hub-e-ALI(a.s)
es se behtar hai khud kushi ker lo
Quraan kay kalaam ko saheefa nahin kehtay
Sanjeeda hakeekat ko Lateefa nahin kehtay
Ham Dushman e haider ko Shariat ki lughat main
kuch orr to kehtay hain Khaleefa nahin kehtay
ALI (A.S) ka naara sada lagana
jihad e akbar say kum nahi hain
hamaray seenay per daag-e-matam
nishan-e-haider say kum nahi hain
Hazrat-e-Abbas(a.s.) shahay lafata k shair hain
khandaq_0_khaibaar k woh yai karbala k shair hain
kyoun na hoon her jang main yai misley haider fathayaab
woh khuda k shair yai shair_e_khuda k shair hain
mairey imam say behtar koi imam nhn
yeh woh qalam hy jis say behtar koi kalam nhn
woh khush naseeb hy jo hy ghulam e haider
woh badnaseeb hy jis k ali imam nhn
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali chand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki nishani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Ishq E haider Me Agar Daar pe Kheinchaa Jaonn

Dafan kardena mujy, Meesam e Tammar Ke Sath
Jab Gehwaaray Me haider ne Jab Qallae A''jdar Cheera Tha

Taereeek Nahi Ki Bete Ki , Imran ne Bas Itna Kaha

Teri Zaat Paak Hai Kibriya , Teri Shaan Jalla Jalalahu
Maa''n Ne Kabhi Marhab Ki Ye Marhab Se Kaha Tha

Tu Laakh Bahadur Hai Magar Us Se Na Larna

Maidan me Aajai Agar Koe Ye Keh Kar ...
haider HOON ME haider
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad DilaDunga Jung haider-e-Karrar Ki