Quraan kay kalaam ko saheefa nahin kehtay
Sanjeeda hakeekat ko Lateefa nahin kehtay
Ham Dushman e Haider ko Shariat ki lughat main
kuch orr to kehtay hain Khaleefa nahin kehtay
Nazar Gum hai Nazaro Ko Badi Takleef Hoti Hai
Baghair unke nazaro ko Badi Takleef Hoti Hai
Nabi Kehte The ye Aksar Ke Aksar Zikr e Haider Se
mere Kuch Jaan Nisaro Ko Badi Takleef Hoti hai
Ye Muftian e Deen se Kehti hai Karbala
Bidaet Usi Ki Yaad jo jeena sikha gaya ?
Tum lakh se aik lal masjid na bacha sake
Mera Hussain poori shaiat bacha gaya
Itni Si “DUA” Hai K Har Any Wale “Lamhey” Me. Tumhari Duniya Me “Roshni” Ho. Tumhare Honton Pe “Muskurahat”Ho. Tumhari Har 1 “Tamana” Har 1 “Khwahish”. Tumhare “Honton” Tak Aany se pahly pori hon. Ye Dua Ka “Tohfa” Sambhal K Rakhna Bus Tum Apna “KHAYAL RAKHNA”
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi
Her namaz main bas yehi dua Allah kay guzar rahe gi
Shamil mujhe karley MOla apni foj main
Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi