dil SMS Messages2810 messages

Santa-Mujhe Us Ladki Se Bachao

Banta-Kya Hua

Santa-Jb Se Maine Kaha

''dil Cheer K Dekh Tera Hi Naam Hoga''

Wo Chaku Le K Pichhe Hi Pad Gayi H
itna udas shaam ka manzar kabhi na tha,
sooraj ke sath doob gaya mera dil bhi aaj...
qareeb maut khari hai zaraa thahar jao
qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao

thaki thaki si fazaayen bujhe bujhe taare
bari udaas ghari hai zaraa thahar jao

nahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao

abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao

phir is ke baad kabhi ham na tum ko rokenge
labon pe saans ari hai zaraa thahar jao

dam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luun
ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X
Dosti main dooriyan to aati rehti hain

Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai

Wo dosti hi kiya jo naraz na ho

Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
naraz ku ho hum se kis bat pe ho rothe acha chalo ye mana tum sache hum hi jhote
kab tak chupao ge tum?
hum se ho piyar kerte
gusse ka hai dikhawa dil mai ho hum pe marte
Yeh zindagi Haseen hai, agar haseen banaa sako

har ek dhun hai pyar ki agar jo dil se gaa sako !!
"Logo''n"
Ko "Dua" k
Liye Kehne Se
Ziada Behter Hy

Aise Amal Kro
k
"Logo''n" k "dil" Se

Aap k Liye
"Dua" Nikle ...
"Nadaan Logh Dolat K Liye dil Ka Chain Luta Detay Hain!
Or!
"Danish Mand dil K Chain K Liye Dolat Luta Detay Hain...! ;->
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Barish Ki Rim Jhim bhi Kuch Ga Rahi...
Betabi dil Pe Mere Chaah Rahi Hai...
Khusboo Hawa Beete Din La Rahi Hai...
Armano Pe Sitam Ye Dhaa Rahi...
Meri Nazar Me Koee Aa Rahi Hai...
Shamma Ki Roshini Bhi Ja Rahi Hai...
Teri Yaad Aa Rahi Hai...
Aa Rahi Hai...Aa Rahi Hai...
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
ek girti barish or ek khyaal uska ek phol gulab ka or ek jamal uska barish ki bonden jo yad dilati hain uski so hath dua me hain or honto pe swal uska.