yeh bat samajh main ayi nahi aur mom ne samjhai nahi! Main kaise mithi baat karoon jab mithi
cheez khai nahi?
Yeh
canda kaisa mamu hai jab mom ka wo bhai nahi?
q lambay baal hain bhaloo k kiyon us ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda ba
cha hai? ya jungle main koi nayi nahi?
nani k husband jab nana haan or dadi k husband jab dada haan tu kiyon baji k husband baja nahi?
Yeh baat samajh main ayinahi aur mom ne samjhai nahi