aankh SMS Messages740 messages

Hum aankh Band Kiye Howe Tasawaar Mein Pare Hoon,
Eyse Mein Koi Cham Se A Jaye Tu Kia Ho,
Dil They Tumari Yaad Gum Se Be Qarraar,
aankhein Tumein Doonti Hain Bar Bar
Aik Pal Chain Se Soya B Nahi Jata
Kia Kerain Toot K Roya B Nahi JAta
Khuwab Ashkon Ki Tarah aankh Se Jarr Jate Hain
Kia Kerain tere Begair Jia Nahi Jata
Betab Tamano Ki Kasak rehne Do
manzil ko Pane Ki Tarap Rehne Do
Ap Bhaly Raho Nazro Se Dor
Per Meri Bend aankhoo Mein Apni AIk Jhalk Rehne Do
Bari Bechainii Basti Hai kabhi Milne Chale Aao
Ye Duniya Mujh Pe Hansti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Koi B Pal nahi Guzara Jo Ho Teri Yaad Se Khali
Tanhai Mujhko Dasti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Bari Muddat Guzar Giye Tera Didar Na Hua
Meri aankhain Tarasti Hain Kabhi Milne Chale Aao
Suna Hoga Bohat Tumne
Kahin aankho Ki Rim Jhim Ka
Kahin Palkon KI Shabnam ka
Perha Hoga Bohat Tumne
Kahin Lehje Ki Barish Ka
Kahin Sagar k Ansoo Ka
Magar Tumne Kabhi Humdam
Kahin Dekhy?
Kahin Perhy?
Kisi Tehreer K Aansoo?
Mujhe Teri Judai Ne
Ye Meraj Bekhsi Hai
K Mein Jo
lai Badal barsa K Chale Jana
Furqat Ki Aziyat Mein
Kuch Saber B lazim Hai
Ye Baat mere Dil ko
Samjha K Chale Jana
Koi Mujhko Aesi Daleel De
K mein Toot ker Tere Naqsh
aankh Ki putlion Se Milta Sakon
K MeiN Dil Se Umer Bher Ki
Rafaqaton Ko Bhula Sakon
Koi Mujhko Aesi Daleel De
K Mein Umer Bher Teri Yaad Ka
Koi jasan Hee Na Mana Sakon
Agar Koi Aesi Sabeel ho To Azma
Jo Nahi To Phir
Mujhe Yaad Ker MUjhe Yaad Aa
Ek Uski Khushi Mein APni Jaan War Don
Jeti Hui Bazi Ko Ek Pal mein Haar Don
Unki aankho Mein Aanso Hamse Dekhe Nahi Jate
Je De Usey Gham Uski Duniya Ujar Don
Maza Barsaat Ka Chaho To In aankhon Main Aa Betho


Woh Berson Main Kabhi Bersey Yeh Berson Sey Barasti Hain
aankh sey door na ho dil sey utar jaye ga
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jaye ga

Itna manoos na ho hilwat-e-ghum sey apni
Tu kabhi khud ko bhi dheikhey ga tu dar jaye ga

Tum sar-e-rah-e-wafa dheikhtye reh jao gey
Or wo baagh-e-rafaqat sey uttar jaye ga

Zindgi teri atta hai tu ye jaaney wala
Teri bukhshish ko teri dehleez per rakh jaye ga

aankh sey door na ho dil sey utar jaye ga
aankhen Oonchi Hui To Dua Ban Gayi,
aankhen Nichi Hui To Haya Ban Gayi.
Jo Jhuk Kar Uthi To Khata Ban Gayi,
Aur Uth Kar Jhuki To ADA Ban Gayi...
nA jAnAy hOgAyA hOo iS qAdAr hAssAaS mAI kAb sE,
kISi sE bAat kArtA hOo tO aankhAin bHeeG jAtI hAIn...
Tere labon se hai rangat phoolon mein, Teri aankhon se hai chamak sitaaron mein, Tu jo muskuraake dekhle aasmaan ko, Chaand bhi sharmaake jhuk jaaye tere kadmon mein,