Umer SMS Messages85 messages

Apni aarzuon ko dil hi me maar dalo or dilon ko in me na marne do [hazart Umer bin abdul aziz r.h]
Mere hath se tere hath tk ye jo hath bhr ka h fasila

Ise napte ise katte meri sari Umer guzar gai
tere hath se mere hath tk ye jo hath bhar ka he fasla....
ise napte ise kat'te meri sari Umer guzar gai
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…
Ghafil tujhy gharyal ye deta hai mnadi
gardoon nay ghari Umer ki teri ek or gtadi
jagna hai tu jaglay aflak k saya talay
hashar tak soya rhy ga khak k saya talay.
Kuch Umer Ki
Pehli Manzil Thi,
….
Kuch Raste Thay
Anjan Buhat,
….
Kuch Ham Bhi
Pagal Thay Lekin,
….
Kuch Wo Bhi Thay Nadan Buhat,
….
Kuch Usne Bhi
Na Samjhaya,
….
Yeh Piyar Nahi
Aasan Buhat,
….
Aakhir Hamne
Bhi Khail Liya,
….
Jis Khail Mein Thay
Nuqsan Buhat
Shahid Afridi in interview

Aap ki Umer kitni hai?

24 years.

Lekin 5 saal pehle bhi aap ne yahi kaha tha,

Afridi: Mein 10 saal baad bhi yahi kahoon ga,

Kiu ke

"Pathan apni zuban se kabhie nahi mukrta"
Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha

Woh laut kar na aaya magar intezaar tha


Jo humsafar tha chorr gaya raah main mujhe

Main phans gayi bhanwar main woh darya ke paar tha


Manzil qareeb aayi to tum door hogaye

Itna to tum batao ke yeh kaisa Pyaar tha


Chilman giradi yeh kis ne dono ke darmiyan

Na woh sakoon se betha na mujh ko qaraar tha


Yeh mukhtasar sa haal hai rukhsat ke waqt ka

Ankhon main aansu aur Dil beqaraar tha


Yeh baat Umer bhar samjh na paayi main

Kyun Dil mera us ka talabgaar tha
her saal jaunary,
humain kuch sapnay dikhati hai,
jis ko poora kernay main,
december aa pohanchta hai,
zindagi aur akheer bi mano,
Umer kay january aur december hain,
zindagi ki january bi jo khwab dikhati hai,
admi Umer ber un ko poora kerta rehta hai,
aur Umer ka december aan pohanchta hai,
aur saal ki terha,
saans bi khutum ho jati hai...
Muskurana hi to Khushi nahi hoti,
Umer Bitana hi to zindagi nahi hoti,
Khud ko mitana Parta Hai Dosti mein,
Kyun k Sirf Dost Kehene se Hi Dosti Nahi Hoti..
TerI DosTi TerI WaFa Hi KAfi Hai..
TamaM Umer yeH aSsRa Hi KaFi HAi..
JaHaN KaHIN BhI Mil0 Mill KeR MusKRa DaiNA...
meRe JeeNe K LYe TeRi YeH AddA Hi KaFI HaI....
Okha langda wakt vichory da.
Bin Yar Guzara Kon Kary.

Dunia to guzara ho sakda.
yaran to kinaran kon kary.

Ek din howy ty lang javy.
Sari Umer guzara kon kary.