TerI DosTi TerI WaFa Hi KAfi Hai..
TamaM UmeR yeH aSsRa Hi KaFi HAi..
JaHaN KaHIN BhI Mil0 Mill KeR MusKRa DaiNA...
meRe JeeNe K LYe TeRi YeH AddA Hi KaFI HaI....
dooriyon se fark nahi padta,
baat to dilon ki nazdikion se hoti hai,
Dosti aap jaise kuchh khaas logo se hai,
varna mulaqat to roj janae kitno se hoti hai
Friendship is like standing on wet cement,
the longer you stay the harder it is to leave,
and you can never go without leaving your foot
print behind...
Ye Dost b Ajeeb Hote Hyn
Dene Pe Aaye''n Tou
Jaan De Dain
Lene Pe Aayen Tou
Hansi Tak Cheen Lain
Kehne Pe Aayen Tou Dil K Tamam Khano K
Raaz Tak Keh Dain
Chupane Pe Aayen Tou Ye Tak na Batayen
K Khafa Kyun Hyn
Naraz Honay Pe Aayen Tou
Saans Tak na Lene Dain
Manane Pe Aaye''n Tou
Apni Saansain Waar Dain
"Dost" Zindagi main Nahi Mila Kerte
Zindagi "Doston" Main Milti Hy ... (: