Shak SMS Messages511 messages

ek roz koi tou sochay ga,
ek Shakhs tha pagal pagal sa.
pr baatain theek hi kehta tha,
baraish ki tarha pur-shor na tha.
dariya ki tarha chup rehta tha.
aur jin se pyar wo kerta tha,
judai bhi unhi ki sehta tha.
ek roz koi tou sochay ga,
kyun jetay-ji dargore kuwa.
kis ranj ne usko maar dia,
ek roz koi tou sochay ga,
or pehron baith ke roye ga.
hua kia hai mujhko eo kia janta hai,

wo ek Shakhs mujhko juds jsnts hsi,

wo mumkin hai mujhko bhula dega lakin..

jo guzray gi mujh par KHUDA janta hai,,
SanG DiL hY Wo To Q Us ka Gila maine kia


jb k khud Pathar ko butt'' Butt ko Khuda maine kia

Kaise Namanoos Lafzoo ki kahani Tha Wo Shakhs

Us ko kitni mshkilo Se Tarjma maine kia
ULjhano Ka Ye Mosm Badal B Sakta Tha
Wo chahta To Mere Sath ChaL B Sakta Tha

Wo Shakhs Jis Ne Mujhe Chorne Me JaLdi Ki
Men Us K Mizaaj K Saanche Me DhaL B Sakta Tha

Wo JaLd Baaz Khof-Zada Ho K ChaL Diya Werna
Tamam MasLon Ka Koi HuL NikaL B Sakta Tha

Anaa Ne Hath Uthane Nahin Diya Werna
Meri Dua Se Wo Pathar PighL B Sakta Tha... ;->
Dharkano k nasheb-o-faraz ko sanwara tha or bs

Kaghaz pe dil ka bojh utara tha or bs

Logon ne usy meri mhbt samajh lia

Wo Shaks mjh ko jan se pyara tha or bs
Aik Aisa Shakhs Hy Meri Zeest Mein WASI...

Jo Meri Zindgi Hy Awr Main Us Ka Lamha Bi Nhi...
hawa jab sard patton ko juda Shakhon se karti hai,
to humain tum se bichar jana bhut yaad aata hai ....
Apna dil apni tabahi ka sabab hota hai,

Yeh Muhabbat ka zamana b ajeeb hota hai,

Kon c baat ney kis Shakhs ka dil tor diya,

Bolney waley ko ehsas hi kab hota hai..
main kase kisi ko apni sooch ka mahwar bana leta..

jis Shakhs ko main ne kitabon ki terha prdha hai..
kal shub mujhe be Shakal ki awaz ne chonka deya.

main ne kaha tu kon hai us ne kaha awargi.
isi chamn me hi hamara b ik zamana tha
yahin kahin koi sada sa aashiyana tha

nasib ab to nahi Shakh b nasheman ki
lada hua kbhi phulon se aashiyana tha

teri qasm are o jald ruthane vale
gurur-e-ishq na tha naz-e-aashiqana tha

tumhin guzr gaye daman bacha kr vrna yaha
vahi shabab vahi dil vahi zamana tha
mujhe talash hai kuch ase Shakhs ki

jo umer bahr k leye srif mera ho jaye.