Rang SMS Messages320 messages

Mohabat phir Muhabat he....

Kbi Dil se nhi jaati,

Hazaron Rang hain is k,

Ajab hi dhang hain iske,

Kabi sehra.

Kabi darya,

Kabi jugnu,

Kabi aansu,

Hazaro roop rakhte he,

Badan jhulsa k jo rakh de

Kabi wo dhoop rekhti he,

Kabi ban kar ye ek jugnu shab-e-gham k andheron main

Dilon ko aas deti he,

Kabi manzil kenaarey par piyasa maar deti he,

Aziyat hi aziyat hai,

Magr

Ye b haqiqat he,

Muhabat phir muhabat he

Kabi dil se nhi jaati...
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Aarzoo jhooth hai,
Aarzoo ka fareb khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe..
Dil kabhi kisi se lagana nahi.

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kahti hai duniya jise,
Ek Rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi

Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
is raat ki tanhaiyo k
sb Rang badal gye hain,
chand nikla hai waise hi
andhere badal gye hain,
jin k bharosey thi khushiyan
vo loog badal gye hain,
manzelein tu ab bhi vohi hai
kuch rasety badal gye hain,
jis pey kya tha bharosa hum ne
vo dost bichar gya hai,
dekhey thay jo kbhi hum ne
vo khwab badal gye hain,
jo baney thay kabhi humsafar
aj wo he mukar gye hain,
is totey hoye dil k sarey
jazbat badl gye hain,
na badley kabhi HUm
na badley kabhi humhare khyalat
BUS
rona hai yahi
KUCH LOOG BADAL GYE HAIn
ArRanged marriage :-

Rs 600000 -shaadi
RS 400000 - jwellery
Rs 50000 - shaadi ki rasme
...
Total - 10,50,000 RS

Love marriage :-

RS 100 - stamp paper
RS 20 - Notery
RS 50 - varmaala
RS 10 - photo

Total 180 RS

Paisa aapka...Pasand aapki...Faisla aapka

Jaago grahak jaago. lover k saath bhaago!! :P

A stRanger you were once.
Then, with a gentle look you took my hand.
As our lives engaged,
you lit my life and I held both your hands.
Now that decades have passed,
ours souls have indeed become one.
How fortunate we are
that we have found the love so true
that everyone dreams about.
You’re welcome sit down here
Between welcome and farewell I sat there
She starts to click her fingers and toes
Music Music out of this noise
My ears assured me and even nose
...Perfume tidiness cleanliness are highlighted
As well as their papers lit Phosphorus
No more mess, no more Chaos in this chorus
She and she and she are the tops of the hierarchy
Infected us with Poise that topples our anarchy
Now it’s clear that King Lear was right
In his abundance of the Monarchy
For the benefit of two girls
Since oRanges can’t be compared to apples
Thanks to their ORanges’ Adam’ apple
Kala Kala Kho Raza Pa Mazigar Ke
Lag Me Zra Khoshalawa Pa Mazigar Ke

Ka Me Tola Wraz Tapos Onakre Kher De
Kho Tapos Me Lag Kawa Pa Mazigar Ke

Halta Tol Da Jund Rangoona Ratolegi
Ma Godar Pala Boza Pa Mazigar Ke

Che Me Zra Ke Da Arman Gul Taza Kegi
Yo Tapa Rata Kawa Pa Mazigar Ke

Che Pa Kali Ke Pre Nor Khalaq Swazegi
Ta Zama Sara Keena Pa Mazigar Ke

Bia Yo Ware Da Sro Shundo Sharbat Rakra
Yo Zal Bia Me Kra Melma Pa Mazigar Ke

Pa Jabeen De Khal Da Toro Ranjo Kegda
Hase Na Kre KHIYAL Lamba Pa Mazigar Ke
True Love Comes Only With
One Person . . .
If It Comes For The Second
Time. . .
Its Just A Medicine
To Forget The First Love . . . =/

StRange But True
Boy to shopkeeper: Rang gorra karne wali cream hai ?

Shopkeepar: Haan hai.

Boy: To phir lagaty Q nahin ?
mein roz darr jata hun tumhein dekh kar.
Pathan ki bivi ka Rang boht kala tha,

Ek din bivi ne ORange Colour ki Saarhi pehni aur pucha: Kesi lag rahi hun?
.
.
Pathan: Aise jaise SURMEY ki Factory mein aag lagi ho.
dukh dard k maron say mera zikr mat karna
ghar jao tu yaro se mera zikar mat karna
wo zabt na kar payengay ankhon k samndur
tum rah guzaron say mera zikar mat karna
pholon k nasheman mein raha hun sada say
dekho kabhi khazaroon say mera zikar mat karna
shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
ab chand sitaron say mera zikar mat karna
wo meri kahani ko ghalat Rang na dey dein
afsana nigaron say mera zikar mat karna
shaid wo meray haal pey besakhta rodein
is bar baharon say mera zikar mat karna
lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
darya k kinaron say mera zikar mat karna
who shaks milay tu ussay har bat bata dena
tum sirf esharon say mera zikar mat karna
i kept all my feelings for u in a glass n put it in a locker.....
but today when i was filling it up with more ur phone Rang...and the glass broke......