Naam SMS Messages708 messages

Abhii Iss Taraf Na Nigaah Kar Main Ghazal KiiPalke'n San'vaar Luu
Meraa Lafz Lafz Ho Aaina Tujhe Aaine Mein Utaar Luu

Main Tamaam Din Ka Thakaa Hua Tu Tamaam Shab Kaa Jagaa Hua
Zaraa Thahar Jaa Isii Mor Par Tere Saath Shaam Guzaar Luu

Agar Aasamaa'n Kii Numaisho'n Me.N Mujhe Bhii Izn-E-Qayaam Ho
To Main Motiyo'n Kii Dukaan Se Terii Baaliyaa'n Tere Haar Luu

Kaii Ajanabi Teri Raa'h Ke Mere Paas Se Yuun Guzar Gaye
Jinhe'n Dekh Kar Ye Tarap Hui Tera Naam Leke Pukaar Luu
Abhii Iss Taraf Na Nigaah Kar Main Ghazal KiiPalke'n San'vaar Luu
Meraa Lafz Lafz Ho Aaina Tujhe Aaine Mein Utaar Luu

Main Tamaam Din Ka Thakaa Hua Tu Tamaam Shab Kaa Jagaa Hua
Zaraa Thahar Jaa Isii Mor Par Tere Saath Shaam Guzaar Luu

Agar Aasamaa'n Kii Numaisho'n Me.N Mujhe Bhii Izn-E-Qayaam Ho
To Main Motiyo'n Kii Dukaan Se Terii Baaliyaa'n Tere Haar Luu

Kaii Ajanabi Teri Raa'h Ke Mere Paas Se Yuun Guzar Gaye
Jinhe'n Dekh Kar Ye Tarap Hui Tera Naam Leke Pukaar Luu
Apni Dharkano se Kch aisey mera Naam Lo
Ye Waqt ruk jae Is Lamhay ko Tham lo
Teri Ankhon me Jhalak hai aesi meray Pyar ki
Saahil pe Dhalti jese Haseen Sham ho
Naam MAIN SHAMIL KHOON HAI, KHOON MAIN SHAMIL QATAL E TAMANA HAI. KARIEN KIS SAY SHIKAYAT JAHAN MAIN SHAH, LAGA SAB KAY HATON PAR APNI MOHABAT KA KHOON HAI........................
USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badNaam na ho, Dakh zikar tera hay pr Naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay
'' USEY KEHNA''
Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay,
Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay.
DIL ya chaha k tu kabi badNaam na ho,
Dakh zikar tera hay pr Naam chupa rakha hay.
Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa,
Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay.
Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab,
Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay.
JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua,
Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay.
ERI Azmaton Se Hon Be-khabr Ye Meri Nazar ka Qasur Ha! TERI Rah Guzar Mein Qadam Qadam Kahin Arsh Hai kahin Toor Ha! Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN Meri Bandagi Main Qasoor Hai! Ye khata Hai Meri khata Mger TERA Naam B To GHAFOOR Hai Ye Bata TUJH Se Miloon kahan Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai! Kahin Dil ki Shart Na Daalna! Abhi Dil Gunahon Se Choor Hai TU Bakhsh De Mere Sub Gunah! Teri Zaat Raheem-o-Ghafoor Hai
agar koi tumsy bhalai ki umeed rakhy tow usy mayus mat karo q k logon ki umeedon ka tum sy wabasta hona tum py ALLAH ka khaas iNaam hy.!!!!
TERI Azmaton Se Hon Be-khabr
Ye Meri Nazar ka Qasur Ha!
TERI Rah Guzar Mein Qadam Qadam

Kahin Arsh Hai kahin Toor Ha!
Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN
Meri Bandagi Main Qasoor Hai!

Ye khata Hai Meri khata Mger
TERA Naam B To GHAFOOR Hai
Ye Bata TUJH Se Miloon kahan

Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai!
Kahin Dil ki Shart Na Daalna!
Abhi Dil Gunahon Se Choor Hai

TU Bakhsh De Mere Sub Gunah!
Teri Zaat Raheem-o-Ghafoor Hai
KaL Shaam Tere Ghar Qayam Kis Ka Tha ?
Na Tha K0i Musafir To Ehtmam Kis Ka Tha?
Likh Likh K Ch00mti Rahi Jis Ko RaaT Bhar.!
Humen Bhi Batao W0 Naam Kis Ka Tha?
Jis Ko SuN K R0 Pare EhLe-e-MehfiL.!
Itna Bheegta Hua Anjam Kis Ka Tha ?
Humen Pe K Hosh Na Raha SaQi.!

W0 Haath Kis Ka Tha W0 Jaam Kis Ka Tha...!!!


Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai,

Pukara Hai Jo Naam Tumhara,

Pukarne Wala Koi Gair Nahin,

Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara



main bhool jaoon usay kaisi bat krty ho FARAZ

kabi din nay bi aaghaz kia hay soOraj kay bhghair

Hum"raat k "Sitaray"hain,





"Tanhaiyon"k maray hain,





"Tum"hum ko "Thokra"do Beshak





magar





"Hum"phir bhi "dost"tumhare hain
Copy to clipboard
Wasi shah¤
¤Nazar jab tum se milti he.
Me khud ko bhool jata hon.
Bas ek dharrkan dharrakti he
Me khud ko bhool jata hon.
Tumhen milney se pehley.
Me boht sajta sanwrta hon.
Magar jab tum sanwartey ho.
Me khud ko bhool jata hon.
Me aksar kitabon pe Tera hi Naam likhta hon.
Magr kuch tum jo likhtey ho,
Me khud ko bhool jata hon
Me aksar ye hi kehta honktum se pyar karta hon
Magar jab tum ye kehtey ho,
Me dunya bhol jata hun.