Naam SMS Messages708 messages

Is dIl ka kaha mano ek kaam kardo,
EK beNaam si mohabbat mere Naam kerdo
Meri zaat pe faqat itna ehsaan kerdo,
GHar se nahaker niklo, poray ilaaqay ko hairan kerdo
New Punishment for Mobile Owner Missed Call Ke liye Kaala Pani
SMS ke liye Faansi
Call ke liye Umarquid
Tum Mat Daro KANJUSO ko to ek lakh ka iNaam hai....
Hansa: Praful... Permit Matlab??

Praful: Permit Hansaaaa

Wo Jalandhar Mein Mera Dost Rehta Hai Na,

Gurpreet.. Uski Biwi Ka Naam Kya Tha...?

Hansa: Gurpreet Ki Biwi..

Parmeet...


Acchha Parmeet... Permit!
poetry of a sardar:

sajno arz kita aa

kutta mar gaya razai wich
ah ha kia baataan

kutta mar gaya razai wich
main mar gaya teri judai wich

kukri haraam ho gayi
tere ishq andar meri jind badNaam ho gayi
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka Naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena
jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena
zinda rahe to milenge dost
nahi to har diwali mere Naam ka diya jala dena
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena
jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena
zinda rahe to milenge dost
nahi to har diwali mere Naam ka diya jala dena
Tumhar Naam lik lik kr metana bol jata hu
Tumai jab yad krta hu bulana bol jata hu
Bohat c aisi baty hain jo mere dil main rehti hai
Magar jab tum se milta ho sunana bol jata ho
Main her aik sham kehta ho ke tum ko bol jawonga
Magar jab subah hoti hain bolana bol jata ho
Kya kahu tumhe?
Khwab kahu to bikhar jaoge!
dil kahu to tut jaoge!
lo, tumhara Naam zindigi rakh deti hu...
to maut se pehle hamara saath na chor paoge...!
,,MeRa Naam LeNa,,

jab kabhi udaas hona,-
-jab kabhi naashaad hona,
our meri judaai ka sadma sehna,
tum kisi se kabhi mat kehna,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
jab kabhi meri yaad aaye,
tarap milne ki dil mein jagaaye,
tanhaai mein yaa mehfil mein sataaye,
our iss halat se tu tang aa jaye,
tab,
jaan gee
tum kisi se kbhi mt kehna ,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
bas aankhein mond lena,
our pyaar se mera tasuwar karna,
our phir dhare se pyaar se Mera nam lena,
Dhala din..
Fir wahi shaam hogi..
Askh honge, yaadein hongi,
Zindgi...,Fir gum k pyalo k Naam hongi.
Hasrato ki mehfil....
Uhi viraan hongi.
Har dhadkan pe aapka Naam liya karte hain,
Aap ho humey apni jaan se bhi pyare,
Tabhi to waqt be waqt yaad kiya karte hain


Samandar mein "Gahrai" ki tarhan
Pyar mein "Judai" ki tarhan
Dosti mein "Chahat" ki tarhan
Mohabbat mein "Wafa" ki tarhan
Meri zaban par tum rahte ho "Dua" kei tarhan


Ankhain aap ki hoon par anso mere
Zindagi aap ki ho par sansain meri
Dil aap ka ho par dhadkan meri
Zindagi k akhri more par dua hogi ye
Kafan aap ka ho aur mout meri