Naam SMS Messages708 messages

Boy: Darling, tumhara Naam apny haath pe likhu ya dil pe?
Girl: idhar udhar Q likhty ho.. agar sacha piyar kirty ho to apni property papers pe likh do.


Oye teri larkian kitni chalak hogye hn star plus dekh ker
Teacher: biwi,begum,wife main kya faraq hy ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pathan: Kuch khas nahi ye bhi ye bhi India , Baharat , Hindustan ki tarhan ek hi dushman ke 3 Naam hain......!
Mujh Se Bichro Gi Tu
BadNaam Ho Jao Gi.
Saudagaron K Haathon
Nelaam Ho Jao Gi.

Main Sari Raat Haathon
Me Phool Liay Betha Raha,
Mujhe Ye Khabar Na Thi
K Ek Din Bewafa Ho Jao
Gi.

Ye Mohabbat Ka Khail
Tumhary Bus Me Nahi.
Agar Khailo Gi Tu Yun
Hi Haar Jao Gi.

Kaantay Thay Meri Raah
Me Har Dam.
Agar Main Chalon Tu
Tum Khafa Ho Jao Gi.

Ek Din Faaqeer Rotay
Rotay Ye Keh Gaya
Zafar ko.
Jis Se Tum Pyar Karty
Ho Wo Aik Din Bewafa
Ho jayGi.

¤KinG Of SmS¤007
Us K Hath Par Apna Naan Likha Dekha To Main Boht Khush Howa"

Wo Barey Masoom Se Lehjhey Me Bola ...............

Tere Hum Naam Aur Bi Hain
FAADI
Tumharay Naam likhta hoon....!!

Tumharay Naam likhta hoon...!!
Tumhare Naam likhta hun,
Muhabbat aur khusboo ke,
Wafaon ke massarat ke,
Dhadakte dil ke wo nagme,
Jo insano ki dharti par,
Har eek mausam me gaye hain !

Tumhare Naam likhta hun,
Akhuwat aur ulfat ke,
Sadakat aur azmat ke,
Wo phoolon jaise afsane,
Jo iss duniyan me logon ne,
Sune hain aur sunaye hain !
Hamara ye tum ko salaam aakhri hai
Suno aj tum se kalaam aakhri hai
Agar ho sake to bhula dena hum ko
Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai
Abhi aarzuon k sehra pyase hain
Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai
Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai
Yehi to wafaon ka iNaam aakhri hai
Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo
Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai
Zara dair thehro qazaa k farishto
Labon pe hamara payaam aakhri hai
Koi mil sake ga na Hasrat k jesa
Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai
KABHI YAAD AYE TO PUCHNA ZARA APNI KHALWAT E SHAAM SE
KISAY ISHQ THA TERI ZAAT SE KISY PYAR THA TERAY Naam SE
ZARA YAAD KARO K WOH KAUN THA JO KABHI TUJHAY BHI AZIZ THA
WOH JO JEE UTHA TERAY Naam SE WOH JO MAR MITA TERAY Naam PE
HUMAIN BERUKHI KA HAI NAHI GILA K HAI YAHI WAFAON KA SILA
MAGAR AISA JURM THA KAUN SA K HUM GAYE DUA O SALAM SE
NA KBHI VISAAL KI CHA KI NA KBHI FIRAQ MAIN AAH KI
K MERA TAREEQA E BANDAGI HAI JUDA TAREEQA E AAM SE...
Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath

Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko
Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein

Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko
Mein Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak Jata

Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti
Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata

Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kay Safar Pay Jaati
Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti

Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kayi Baatein Karta
Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta

Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha
Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta

Mein Tere Jism K Aangan Mein Khanakta Rehta
Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
A Love Story

Lux & Rexona r lovers,lived in Safeguard 2000 apartment in Dettol street,
Lux's dad Capri & mama Palmolive fixed his marriage with Opal But Rexona's dad Lifebuoy & mama Camay decided Lux & Rexona's marriage in Dove registrar office.
Rexona's uncle Rin & aunty Pears signed as witness.
1 year later Rexona gave birth 2 twins
they named them Johnson & Johnson
Moral
Maine app koo saray soaps k Naam yaad karwa diye hain,ab tu mou dho le yar..!
kiya likhon tery Naam sajan
tuje sochon subho sham sajan
tm neeli jheel ka pani ho
mohobbat ki ek kahani ho
tm pyar ka meethe bol ho
tm hr ek se anmol ho
tm aasman ka badal ho
tm mari aankh ka kaajal ho
tm mere mann ki jeet ho
mere labon ka geet ho
tm chaman me khilta gulaab ho
chahat se likhi kitaab ho
tm mere liye mere sanam ho
jo toot na sake wo kasam ho
kiya likhon tery nam sajan
tumhe sochoun subho shaam sajan
Tum raho hum se door to ik kaam kar jana
Kuch pal apne humare Naam kar jana

Agar a jaye mout humain tere aane se pehle
To a kar mere janaze ka ehteram kar jana

Na rona isqadar ke takleef ho humain
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan ban jana

Main ek din so jaon ga sada ke liye,
Phir mujhe bewafa keh ke badNaam kar jana

Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna
Mehman he ban ke Dua salam kar jana
Ghazal likhu k, ishaar likhu

Yehi tera andaz hai k pyaar likhu

Agar apni qismat likhne ka zara ikhtiyar ho mujhe To

apne Naam k sath tujhe har baar likhu