Mohabat SMS Messages159 messages

ye jo rishton k tarazu hain sabhi jhoote hai..,

is dikhaaway ki Mohabat se nikaalo mujh ko....!!!
ankhein b wohi hein darecha b wohi hai,

soch k angan main utarta b wohi hai,

wo jis ne diya mujko Mohabat ka khazana,

barish ki trah ankh se brasta b wohi hai!
Abhi tum dil Ko rehne do Abhi chup chap sehne do ..Mohabat ab nahi ho gi . abhi Ashkoo k eendhan main tumharey khab jalte han .. mohabbat ab nahi ho gi ye kuch din baad mein ho gi ... jab ye din guzer jayen ge ye unn ki yaad main ho gi ...mohabbat ab nahi ho gi
Main teri chahton ka ahtram karta hon, main teri azmaton ko salam karta hon, Mil jain tujhy jahan ki sab khushian, or gham sary mein apne naam karta hon, Din to kat he jata hai mera dunya k kamon mein, Raat ko teri tasveron se kalam karta hon, Mangta hon mein khuda se teri Mohabat, mein to bas in he duaon ka ahtamam karta hon, tum se shuru hua meri Mohabat ka safar, tum per he apni Mohabat ka ikhtetam karta hon.
Dil pay ye qyamat karna muskurate huwe rukhsat karna,

Achi ankhen jo mili hai usko kuch to lazim hoga wehsht karna,

Jurm kis ka tha saza kis ko mili kya gayi baat pe hujjat karna,

Koun chahega tumhe meri tarah ab kisi say yun Mohabat karna,

Dil ka darwaza khula rakha hai waqt mil jaye to zehmat karna . . .
Dil behl jaye to log chhor dety hain

Koi or mil jaye to log chhor dety hain

4 din ki chandni ka kya krna

Chandni dhal jaye to log chhor dety hain

kasmain to khaty hain sda sath jany ki

Zehn badal jaye to log chhor dety hain

Aaj kal k logon ka kya bharosa..!

Mosam badal jaye to log chhor dety hain

Log Mohabat karty hain matlab k liye

Matlab nikal jaye to log chhor dety hain.

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi
ghalat fehmi bhi na rehti
jo apnay dil mein choti si
khalish hai khatm hojati
bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai
jo is jevan ka hasil hai to bus uski Mohabat hai
bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain
sabhi qisay puranay hain
main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota
Mohabat karnay walon mein
ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota
main har ik baat keh deta
khalish bhi dur hojati
main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta
woh agay hath to karta
wo mujh say baat to karta
Mari Mohabat hay woh, koi majboori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.

yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.

jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.

ab to nikal kay ankhoon say yadoon main ja basa woh.
yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi.

us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi.

keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.

dair karta hoon her kam main katay hain dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
Mari Mohabat hay woh, koi majboori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.
yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.
jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.
ab to nikal kay ankhoon say yadoon main ja basa woh.
yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi.
us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi.
keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.
dair karta hoon her kam main katay hain dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
keyoon sulgata hay apnay app ko ay Saadash
dil bhi tara jan bhi tari, koi tandori to nahi
tumhe apne dil me basahea hai me na
khtaha hai yeh mere yehe juram hai mera
jo chaho Mohabat ki ab tum saza do
bhot muj ko is me bhe rahiat mele ge....
**Mohabat kar nehi paaya**
december k maheenay ka,
wo shaayad aakhri din tha..
baras guzray kaii,
main nay "Mohabat" lafz likha tha..
kisi kaaghaz k tukray par!
achaanak yaad aaya hay,
baras guzray kaii,
mujh ko kisi say baat karni thi..
usay kehna tha..
"jaan-e-jaan!
mujhay tum say Mohabat hay.."
magar main keh nehi paaya..
wo kaaghaz aaj tak,
lipta para hay dhool main lekin..
kisi ko day nehi paaya,
dobaara chah kar bhi main,
Mohabat kar nehi paaya...!!
DECEMBER kay mahinay ka wo shaid akhri din tha
baras guzray kai
main nay "MUHABAT" lafz likha tha
kisi kagaz kay tukray per!
Achanak yaad aya hay
baras guzray kai
muj ko kisi say bat kerni thi
usay kehna tha
jaan-nay jaan! "MUJHY TUM SE MUHABAT HY"
magar main keh nahi paya
woh kagaz aaj tak lipta para hay dhool main lakain
kisi ko day nahi paya
dobara cha ker bhi main Mohabat ker nahi paya!