Main SMS Messages3698 messages



Waqt-E-Nizaah Hai Iztaraab Main Hoon K Jaan Kisko Doon

FARAZZ

Wo Bhi Ayee Bethay Hain Or Maut Bhi Aye Bethi Haii ...


** Rotay Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Rastay **

!! FARAZZ !!

** Jin Pe Tere Bagair Main Guzra Kabhi Na Tha **



parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai"faraz".

be naqaab chaley aao hum tu nashey Main hain.



Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki FaRaZ...?

Wo to sadgi Main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain..!!!


Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi Main ne FaRaZ,

Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar..!!
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai faraz''

to phir shub tanhai Main roya kauon karte ho,
us ki "NIGHA"mian itna"FARAZ"

khared li us ne aik nazar Main zindagi humari..
Loogo ki Beghariti to dekho zara Faraz..

Maiyat Main aaker pochte hain biyani Aaalo wali he ya chikan wali..?
raabtay iss liye Main torr raha hoon sab se faraz.

mar bhi jaon tu kisi aankh Main ansoo na milain..
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)
aasib zdah ghar ka Main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!