parda tu hosh walaal

parda tu hosh walaal



parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai"faraz".

be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
  

May, 03 2010     107 chars (1 sms)     2414 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
Jeety hain to koi haal tak nahi poochta ......

"FARAZ"......

Merty hain to duniya kandhon py utha leti hai....
Main apni mot ka tab tak intzar nahi karonga

faraz

jab tak wo khud nahi kahe k main abhi kise aur key hon
RoOnay Se BaddaL Jatey Agar Halaat Faraz
To Aaj Duniya Main Hum B Khush Naseeb Hotay...!!!!
mujhe bhi shooq huwa muhabat ka faraz.

aghaz-e-muhabat main hi jaan garvi rakhni pari..
bhikari: sahab 6 rs de do chaae peeni hai

sahab: lekin chae to 3 rs ki aati hai

bhikari sharmate huwe: wo girl friend b saath hai na
tujh ko kis phool ki nishani don"faraz"

tu juda aisy mosam main howa jub darkhton k hath khali thy.
baraish me bhegna osy bohat pasand tha "faraz"

ab me rota hon to wo nazar q nahi aata.
khuda salaamat rakhe un ko jo hum se nafrat karte hain....

"FARAZ"
pyar na sahi nafrat hi sahi kuch to hy jo sirf hum se karte hain....
Kon Kehta Hye Teri Yad Se Bekhaber Hoon.
Faraz
So Bhi Jaon To Tere Khwab Jaga Detay Hain.

Neend se keh do hum se sulha kr le FARAZ,


Jis k lie
"Night Package" krwaya tha wo ab bat nai karte...!


Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein
FARAZ
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga