barishain hoti hi ja

barishain hoti hi ja




Barishain Hoti Hi Jati Hain Mere Shehar Main FARAZ,,,


Kabhi Dhoop Niklay Tou Apne Aansu Hi Sukha Loon.. !!
  

May, 03 2010     121 chars (1 sms)     2112 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
baraish me bhegna osy bohat pasand tha "faraz"

ab me rota hon to wo nazar q nahi aata.
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...
Bhala
Hathon Ki
Lakeerain Bhi
kabhi Mit-ti
Hain Faraz


Kitna
Pagal Hai
Mara Naam
Mitaanay
Wala.
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai faraz''

to phir shub tanhai main roya kauon karte ho,
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “Faraz”

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
Main ne to aaj tak coca cola nahe pee faraz,

Mgr

Jb toilet jata hoon to awaz aati hai brrrrrrrrrrrrr. .!
Aankhon ke darwazy pe neend kab ki aa bethi hai "Faraz",
.
.
.
.
Bas intezaar hai uske kehne ka k..."So jao! hum khuwaab mein aa ke milty hein"