all iz well

all iz well
us waqt to mera sar fakhar se uncha hogya
faraz

jab meri dadi bathroom men girien or dil per hath rakh k boli
ALL IZZ WELL
  

May, 03 2010     128 chars (1 sms)     2646 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla

Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein


Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein
FARAZ
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)
samander main fana hona to qismat ki kahani he Faraz


jo mrtey hain kinaron pe mughey dukh un pe hota he
Quaid-e-Azam fote ho gay hain
Liaquat Ali bi shaheed ho gay hain
Alama Iqbal bi nahi rahe
mari tabihat bi kharab rehti hai
pata nahi Pakistan ka kia bane ga.
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!
Loogo ki Beghariti to dekho zara Faraz..

Maiyat main aaker pochte hain biyani Aaalo wali he ya chikan wali..?
Main ne to aaj tak coca cola nahe pee faraz,

Mgr

Jb toilet jata hoon to awaz aati hai brrrrrrrrrrrrr. .!

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana


@ wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz,,,
saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do,,,