tum tu kaha karte th

tum tu kaha karte th
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai faraz''

to phir shub tanhai main roya kauon karte ho,
  

May, 03 2010     98 chars (1 sms)     2825 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Rooth jane ki ada hum ko bhi Aati hai "Faraz"

Kaash hota koi hum ko bhi manane wala..!


Us Kay Bin Jeena Seekh Liya Hai FARAZ,


Par "Star Plus" Dekhay Bina Guzara Nahi Hota..!:-)
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
Gham-e-Muhabbat main bohat Jaam piye hongy tum ne bhi Faraz....






Par DEW na piya, To Kya Jiya... :-)
Loogon ki beghairtian to dekho zara Faraz,

Maiyat mai aker pochte hain briyani Aallo wali he ya boti wali..
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!
Bari Mushkil Se Apni Jaan Bacha Kar
Aaya Hon in Police Walon Se Keh K

.
.
.
.
.

My Name is FARAZ

And

I am Not a Tullay Baaz. :-)
chhor de atibar qismat ki lakiron pe faraz

jo dilon me bas jaeye wo lakiron me nehi hotey.
akaly pan ki azait ka ab gila kaisa faraz..

khud he to apno se ho gay thay alag.



Tarteebay Sitam Ka Saleeqa Bhee Tha Osay Sahil


Oss Nay Pather Bhee Othaya Tu Mujay Pagal Ker Kay....
JiS ki "QISMAT" Mein likha ho rona!

Faraz

Agar wo hanS bhi dein tou "AANSO" nikal aate hain...!!
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!