rotay hain tanha

rotay hain tanha


** Rotay Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Rastay **

!! FARAZZ !!

** Jin Pe Tere Bagair Main Guzra Kabhi Na Tha **
  

May, 03 2010     120 chars (1 sms)     2208 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Aaj teri galiyon se guzri ha myat meri "Faraz"...

Dekh m
y k baad b hm ne rasta nhi bdla.
tu kisi aur ke leye hoga samander-e-ishq Faraz,

Main tu tere sahil se roz payasa guzar jata hon.
Teri Yaari pe hum ko koi shak nahi Hai Faraz.....




Ye Sach hai k Teri Wafa ki Misaal
Kisi Kuttay se kam nahi.. :-)
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~

Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun...

Wah wah

Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun

.

.

.

Dafa ho jao yahan se mein tum se naraz hoon



jeety hen to koi hal tak nahi pochta "faraz"
marty hen to dunia kandhon pe utha leti hai. . .
hum ko acha nahi lagta koi hum''nam tera faraz.

koi tujh sa ho toh phir naam bhi tujh sa rakhay.
Humarey Baad Nahi Aaye Ga Usy Chahat Ka Aisa Maza “FARAZ”

Wo Logon Sy Khud Kehta Phirey Ga Mujhe Chaho Uski Tarha…!


Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi,
FARAZZ
Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay
Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein
srif samundar hi py moqoof nahi madd-o-jazar..faraz.

chand to dil mein bhi toofaan utha deta hay,,,
"Hum"
Raat k "Sitare"
hai

"Tanhaiyo"
k mare hai

"Tum"
humko

"Thukra"
do Beshak

magar

aeJAAN
"Hum"
phir bhi
Tumhare hai