waqtenizaah hai iz

waqtenizaah hai iz


Waqt-E-Nizaah Hai Iztaraab Main Hoon K Jaan Kisko Doon

FARAZZ

Wo Bhi Ayee Bethay Hain Or Maut Bhi Aye Bethi Haii ...
  

May, 03 2010     127 chars (1 sms)     2152 views       Faraz

more Faraz SMS Messages


Khud Khuski Karne Ki Kya Zaroart Haii

FARAZZ

Suna Hai Wo To Apni Adao''n Se Qatl-E Aam Karti Hain
mahmood o ayaz na akati pari namaz

aur to jootay utha ka bhag aaya faraz
Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the
Mohabaat mein Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai
Faraz…
Ap Ka Matluba Number Dosri Line Pr Masruf Hai
Mjh se kehti h tere sath rahun gi sada
Boht pyar krti h mjh se udasi meri
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...
wo mohabton k sody b ajeeb krta hai.

faraz

bas muskurata hai or dil khareed lyta hai.
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...
Ye RAZ kon jane kiska kasoor tha

Tota wohi sahara jis pe Ghuroor tha

Usey ha Ghuroor k wo ksi or ka hy

FARAZ

Hmein hy NAZ k wo kbi hmara zaror tha
Mujhe Aaj b us k piyar ki shidat rone nhi deti,

"faraz "

Wo kehta tha main mar jaun ga tumhare ansuon k girny se pehle.
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla.
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...