Pathan Proposed girl wid a romentic poetry,
Kutta mar gaya razai Main,
Main Paagal hun teri judai Main.
Gobar pe machar baith nahi sakta,
Pathaan tere bin reh nahi sakta.
Begum ney Chand raat ku ham sey kaha key lao
jesa hey ye dupatta os hi sath ka print
bazaar kiya gae key printon Main khu gae
chehrey pe le ke aagae aik hath ka print :-D
Chand per ap ka naam likney ko jee chahta hay
Laykin pehli baat tu yeh hay k mera hath nahi jata hay
Aur dosri baat yeh k yeh khayal mughey sirf doophar Main he aata hay
Aak Bhori Ourat Boli Apni Sahlee Se Ajj Ak Khobsorat Larkay Nay Mujh KO Chand Kha...
Dossri Ourat Harat Se Boli Kab?
Aaj Main Apni Beti K Satth Bazar Jarahi Thi K Larkay Nay Maree Beti Ko Dekh K Bola Chand Ka Tukrra Hia.
Q Hohi Na Main "CHAND"